Jisse Dil mai basaye phirte the jamaane mai …
Usse bhul jana asaan na tha…
Koi toh majboori jarur hogi uski …
“Mjhe bhul jana’
ye kehna unka andaz na tha..
साथ जो चलता रहा वो दूसरा ही जिस्म था,
भूल से अपना जिसे साया समझ बैठे थे हम.
हमज़बाँ, हमराज़, हमदम, हमसफ़र और हमनशीं,
क्या बताएं आपको क्या-क्या समझ बैठे थे हम
Kisi Ne Hmse Pucha Cigarette Kya
H, Log Ise Kyo Pite H, Kya Ye
Pyaas Bujhati H, Palatkar Hmne
Kaha Dil Me Ek Bewafa Ki Tasvir H,
Ye Dhire Dhire Use Jalati Hai,
Aaj Uski Yaad Puri Raat Aati
Rahi Hum Jaagte Rahe Puri
Duniya Soti Rahi Aasman Me
Bijli Puri Raat Hoti Rahi
Bas Ek Baris Hi Thi Jo Mere
Sath Roti Rahi...
ZINDAGI ME HAR DUM HASTE RAHO,
HASNA ZINDAGI KI ZARURAT HAI,
ZINDAGI KO IS ANDAZ ME JIO KE AISA LAGE
AAPKO TAQDIR KI NAHI TAQDIR KO AAPKI ZARURAT HAI.....
Me apke pyaar me kuch aisa kar jaunga, ban ke khushbu fiza me bikhar jaunga, bhulna chaho to saanso ko rok lena, saans loge to main dil me utar jaunga!
Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho Jaye !!
Kahin Likhte Likhte Shaam Na Ho Jaye !!
Kar Rahe Hain Intezaar TeriMohabbat Ka !!
Isi Intezaar Me Zindagi Tamam Na Ho Jaye !!
Laut Jati Hai Duniya Gam Hamaradekhkar,
Jaise Laut Jaati Hai Lehere Kinara Dekhkar.
Tu Kandha Na Dena Mere Janaze Ko,
Kahi Fir Se Zinda Na Ho Jau Tere Sahara Dekhkar.
Ankh se door na ho dil se utar jaye ga
waqt ka kiya hai guzarta hai guzar jaye ga
itna manoos na ho khalwat.e.gham se apni
tu kabhi khud ko bhi dekhay ga tu dar jaye ga
tum sar-e-rah-e-wafa dekhtay reh jaoo gay
aur woh baam-e-rafaqat se uter jaye ga
dobtay dobtay kashti ko uchaala day don
mein nahin koi tu sahil pe uter jaye ga
zabt lazim hai magar dukh hai qayamat ka “faraz”
zalim ab ke bhi na roye ga tu mar jaye ga…!!!