Zindagi To Anjan Ho Gai Thi,
Mayusion Se Ghir Ke Hairan Ho Gayi
Thi..!
Achanak Dekha Har Taraf Khusian
Hai,
Haan Tum Jaise Dost Se Pehchan Jo
Ho Gayi Thi..!
Achanak mohabbat kar baithe hum,
Kya pata tha andhero me kahi kho jayenge…
Bhula baithe the apno ko hi hum,
kya pata tha aakhir laut kar un k pass hi aayenge…
Ek pal ki judai gawara na ..kar sakeAisa ishq hum dobara na ..kar sakeZindagi bhar palat ke naa dekha kabhiHum fir v shikwa tumhara naa..kar sakeTune toh har kisi se dil laga ke dekhaMagr hum apne dil ko awara na..kar sakeJaan tak luta di un ke pyar mein magarEk "Dil" hi woh apna humara naa ..kar sake
Na Jaane Dil Kyu Ye Chahta Hai,
Ki Teri Bahon Mein So Jaaun,
Tere Khwaab Hi Bas Aaye Mujhe,
Main Kabhi Jaag Na Paaun,
Aur Kuch Na Ho Nigahon KeSamne,
Main Bas Tujhe Dekhna Chaahun,
Wo Waqt Aur Tha Jab Chalte TheMere Saath Tum,
Ab To Tumhara Saya Bhi Dhund NaPaaun
.
मैं सुपुर्दे ख़ाक हूँ मुझको जलाना छोड़ दे;
कब्र पर मेरी तु उसके साथ आना छोड़ दे;
हो सके गर तु खुशी के अश्क
पीना सीख ले;
या तु आँखों में अपनी काजल लगाना छोड़ दे।
Ho Sake To Pyar Ka Aitbaar Karke Dekhna..
Fir Lafzo Se Iqraar Karke Dekhna..
Junoon Ke Hadd Se Aage Nikal Jayenge..
Sirf Ek Baar Humse Izhaar Karke Dekhna..!
Uske intzaar ke maare hai hum...
Bas uski yaadon ke sahare hai hum...
Duniya jeet k karna kya hai ab...
Jise duniya se jeetna tha
Aaj usi se haare hai hum
" ENA PYAAR B NA KARI KI MAI VIGAD JAVA,THODA DANT K RAKHI K MAI SUDHAR JAVA,JE KOI GALTI HOVE TA PAVE RUSS JAYI PAR ENA B NA RUSSI K MAI MARR JAVA..." neet
Kalam Uthi Hai Lafz Nhi
Milta, Jinke Yaad Aate Hai
Wo Shaks Nhi Milta, Usko
Sabse Baat Karne Ke Hai
Fursat, Bas Humse Baat Karne
Ka Use Waqt Nhi Milta...!
Jisko humne chaha mohabbat ki haden tod kar..
Aaj usne dekha nahi nigah mod kar..
Ye jaan kar bahut dukh hua mujhe..
Ki wo khud bhi tanha ho gaye mujhe tanha chhod kar..
Hum to hr baat ko khuda py chhor dete hain
Tooty na dil kisi ka apna torr dete hain
Main b insaan hoon pathar to nahin
Jo log hr tufaan ko meri janib mor dete hain
In Dooriyon Ko Judai Mat
Kehna, In Khamoshio Ko Ruswai
Mat Kehna, Har Mod Pe Yaad
Karenge Aapko, Zindgi Ne Saath
Na Diya To Bewafayi Mat Kehna. Sagarr Se7en575
Dil ka raaz kisi se keh nahin paaye
sanam tum raah me chhod gaye
yeh dukh hum seh nahin paaye
kis tarah se baaki zindagi guzregi
mann ko yeh soch reh reh sataye