• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kajal Banke Teri Ankho Me Samane Ki Tamanna Hai Dawa Banke Tere Dard Mitane Ki Tamanna Hai Yu To Haasil Hai Zamane Ki Har Cheez Mujhe Sirf Ek Baar Tujhe Apna Banane Ki Tamanna Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saath Agar Doge Muskrayenge Zarur, . Pyar Agar Dil Se Karoge . To Nibhayenge Zarur, . Raah Me Kitne Kante Q Na Ho , . Awaz Agar Dil Se Doge To Aayenge Zarur.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैं "किसी से" बेहतर करुं क्या फर्क पड़ता है! मै "किसी का" बेहतर करूं बहुत फर्क पड़ता है!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar kiya to unki mohabbat nazar aayi. . Dard hua to palke unki bhar aayi. . Do dilon ki dharkan me ek baat nazaraayi. . Dil to unka dharka par awaz is dil se aayi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab gharz hui . . . . . tab Pyar kiya . . . . . Jab waqt mila . . . . . tab yaad kiya . . . . . Ab aur haqeeqat kiya likhon . . . . . Iss daur k mukhlis logon ki . . . . . . .
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Fir Teri Yaad Aayi Barish Ko Dekh Kar, Dil Pe Zor Na Raha Apni Bebasi Ko Dekh Kar, Roye Is Qadar Teri Yaad Me, Ke Barish Bhi Thum Gayi Meri Barish Dekh Kar!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab kabhi mausam me khushbuu bikhar jaay... Jab chandni me raat nikhar jaay...... Jab kabhi bewajah ye dhadkan machal jaay..... to samaj lena humne app ko yaad kiya!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapni Pyar Ko Yado Me Sjayenge. Band Aankho Se Bhi Ek Dusre Ko Dekh Payenge. Hum Koi Wakt Nahi Jo Gujar Jayenge. Tum Jab Bhi Yaad Kroge Apne Khabon Me Paoge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Aansu To Kabhi Khushi Dekhi; Humne Aksar Mazboori Aur Bekasi Dekhi; Unki Narazgi Ko Hum Kya Samjhe; Humne To Khud Apni Taqdeer Kee Bebasi Dekhi!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Se.. Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya, Woh be wafa sehi magar pyaar hum ne kiya, agar woh chor gya to mat keho bura us ko, Qasoor uska nhe “Aitebaar” hum ne kiya !
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Pal Aisa Tha Ki Hum Inkaar Na Kar Paaye Duniya K Dar SeHum Ikraar Na Kar Paaye.. Jiske Bina Na Thi Zindagi Ek Pal Bhi Mumkin Usi Ne Chhod Diya Sath Aur Hum Uss Se Ek Sawaal Na Kar Paaye!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahne se koi cheez apni nahi hoti, Har muskurahat khushi nahi hoti, Armaan to hote hai bahut magar. Kabhi waqt to kabhi kismat sahi nahi hoti
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gulabon Ki Tarah Dil Apna Shabnam Mein Dubote Hain, Mohabbat Karne Waale Khoob Surat Log Hote Hain, Kisi Ne Jis Tarah Apne Sitaro Ko Sajaya Hai, Gajal Ke Reshmi Dhagon Mein Yun Moti Pirote Hain, Putane Mosamon Ke Nam Nami Mitate Jate Hain, Kahin Pani Kahin Shabnam Kahin Aansu Se Dhote Hain, Yahi Andaj Hai Mera Samander Fatah Karne Ka, Meri Kagaj Ki Kasti Mein Kai Jugnu Bhi Hote Hain, Suna Hai Badr Shab Mahfilon Ki Jaan Hote Hain, Bahut Dino Se Woh Pathar Hain Hanste Hain Na Rote Hain…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi lehro pe palti kabhi toofan me fasti mere jeevan ji kashti, Hai pani me chalti par sholo si jalti mere jeevan ki kashti, Bina dhwani ke hu kolahal karti mere jeevan ki kashti, Milega kinara ya rahegi safar me umadti-fisalti, mere jeevan.....
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Kisi se Nazar milaya nahi karte, Youn kisi se dil lagaya nahi karte, Bahut poochenge log tumse hamari baatein Yeh dil ki baatein hai, har kisi ko bataya nahi karte
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool banke muskurana bhi jindgi hai, Muskura ke gum bhulana jindgi hai, Jeet k koi khush hua to kya hua, Haar k bhi khushiya manana jindgi hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mehfil Na Sahi Tanhai To Milti Hai, Milan Na Sahi Judai To Milti Hai, Kaun Kehta Hai Pyar Me Kuch Nahi Milta, Wafa Na Sahi Bewafaai To Milti Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har baat samjhane ke liye nahi hoti, Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti, Yaad aksar aati hai aapki, Par har yaad jatane ke liye nahi hoti............
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS