Yaadon Me Teri Yaad Thi
Kya Yaad Thi Kuch Yaad Nahi
Teri Yaad Me Sab Bhool Gaye
Kya Bhool Gaye Kuch Yaad Nahi..
Bas
Yaad Ho Tum Sirf Yaad Hai Yahi
Kyu Yaad Ho Tum Kuch Yaad Nahi..!
Mohabbat karo itna ki had na rahe,
intzar karo itna ki waqt na rahe,
bharosa karo itna ki shak na rahe,
kisi ko apna samjho itna ki kisi aur ka uspe haq na rahe.
Log poochtey hen kyon surkh he tumhari Aankhen,
Hans k keh deta hoon raat ko so na saka,
Lakh chahoon bhi magar yeh keh na sakoon,
Raat ko roney ki hasrat thi magar ro na saka
जब उसकी धुन में रहा करते थे,
हम भी चुप चुप जिया करते थे
लोग आते थे गजल सुंनाने,
हम उसकी बात किया करते थे
घर की दीवार सजाने के खातिर,
हम उसका नाम लिखा करते थे,
कल उसको देख कर याद आया हमे,
हम भी कभी मोहोब्बत किया करते थे,
लोग मुझे देख कर उसका नाम लिया करते थे
"I Love You Not Only For
What You Are, But For What
I Am When I Am With You.
I Love You Not Only For
What You Have Made Of Yourself,
But For What You Are Making
Of Me. I Love You For The
Part Of Me That You Bring Out."
har dam duayen dena har lamha aahen bharana
in ka bhi kam karana apana bhi kam karana
yan kis ko hai mayyasar ye kam kar guzarana
ek bankpan pe jina ek bankpan pe marana
jo zist ko na samajhe jo maut ko na jane
jina unhin ka jina marana unhin ka marana
hariyali zindagi pe sadaqe hazar jane
mujhko nahi gavara sahil ke maut marana
ranginiyan nahi to ranaiyan bhi kaisi
shabanam si nazanin ko aata nahi sanvarna
teri inayaton se mujhko bhi aa chala hai
teri himayaton mein har-har qadam guzarana
kuch aa chali hai aahat is payanaz ke si
tujh par khuda ke rahamat ae dil zara thaharana
khun-e-jigar ka hasil ik sher tak ke surat
apana hi aks jis mein apana hi rang bharana
Mujhse Apna Pyar Kabi Wapas Mat Lena..
Mujhse Ye Iqraar Kabi Wapas Mat Lena..
Kehte Rehna Har Pal Ki Mai Tumhari Hu..
Mujhse Ye Izhaar Kabi Wapas Mat Lena..!
Baat Baat Pe Jo Yu Rooth
Jate Hain, Haath Unse Anjane
Me Chhot Jate Hain, Koi
Unhe Kahe Ki Bada Nazuk Hai
Pyar Ka Rishta, Yaha Haste
Haste Bhi Dil Toot Jate Hain!
Dard Ki Har Ek Hadd Se Guzar
Gaya Hoon Main, Fir Na Kabhi
Simtunga Yoon Bikhar Gaya
Hoon Main, Maut Bhi Nahi Aati
Ab To Rooh Ke Nikalne Se
Bhi, Saans Mujhme Baaki Hain
Fir Bikhar Gaya Hoon Main.!!
Kisi Ke Dharakte Dil Ke Piche
Koi Baat Hoti Hai, Kisi Ke
Udaas Dil Ke Piche Koi Yaad
Hoti Hai, Aap Ko Pata Ho Ya
Na Ho, Aapke Khusi Ke Liye
Kahi Roz Fariyaad Hoti Hai!
Ahista ahista aapka yakeen karne lage hain….
Ahista ahista aapke kareeb aane lage hain…
Dil tho dene se ghabraathe hain…
Magar ahista ahista aapke dil kikadar karne lage hain
Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main
Tum Keh Dena ?Koi Khaas Nahi?
Ek Dost Hay Kaccha Paka Sa
Ek Jhoot Hay Aadha Sacha Sa
Jazbaat Ko Dhaanpay Ek Parda
Bus Ek Bahana Accha Sa
Jeevan Ka Aisa Sathi Hay
Jo Door Nah Ho K Pass Nahi
Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main
Log aksar dua karte hai ki
" Khuda pyar karnewalon ko
kabhi juda na karwaye" ..♥
par hum to humesha kahenge ki
jo na ho kismat mein
khuda usse pyar kabhi na karwaye..♥
abhilove9648933206
lonelyheartboy