• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Pyar Se chahe Armaan Maang Lo Ruthkar Chahe Muskaan Maang Lo, Bus Tamanna Yeh H Ki Na Dena Kabhi Dhokha kisi ko, Fir Hanskar Chahe Jaan Maang Lo @
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo lehjay barf ho jayen, to woh pighla nahin kartay, Parinday dar k urr jayen, to woh lota nahin kartayy, Yaqeen uth jaye to shayu, kabhi wapas nahin aata, Hawaon ka koi toofan, kaabhi baarish nahin laata, jo dil aik baar totay to, kabhi woh jurr nahin pata, usey mein ne hi likha tha, us mein ne yeh likha tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga, Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga, Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje, Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga, Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai, Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • याद कर के भूलना ही न आया हमें; किसी के दिल को सताना ही ना आया हमें; किसी के लिए तड़पना तो सीख लिया; पर अपने लिए किसी को तड़पाना न आया हमें।
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Khushi Se Khubsurat Teri Sham Karu,♥ . Apna Payar Main Sirf Tere Naam Karu, . Mil Jaye Agar Dobara Ye Zindagi,♥ . Har Baar Main Ye Zindgi Tere Naam Karu.....!!♥
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar mein milna zaruri nahi, pyar mein izhaar bhi zaruri nahi, zaruri sirf ehsaas hai jo zindagi sawarde, unhe pana ya na pana zaruri nahi….
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haatho me hoti hai Lakire Hazar, Kisi me Gum to Kisi me Khushiya KiBahar, Na jaane Wo Kaunsi lakir hai Jisme Khuda Ne Likh Diya Aap Jaise Dost ka Pyar.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskan Pe Apki Jaan Dia Karta Hu, Har Aahat Phachan Liya Karta Hu, Muje To Nahi Pata Par, Ghar Wale Kahte He, Mai Nind Me Bhai Apka Naam Liya Karta Hu...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sakht Raho Me Ab Aasan Lagta Hai Safar, Ab Anjan Ye Sara Hi Shahar Lagta Hai, Koi Nahi Meri Zindagi Me, Mera Ye Gum Hi Mera Humsafar Lagta Hai,
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sukun apne dilka maine kho diya, Khud ko tanhai ke samandar mei dubo diya, Jo thi mere kabhi muskrane ki wajah, Aaj uski kami ne meri palko ko bhigo diya..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Kaha Unhone Toh Humne Apni Zindagi Nilam Kardi, Apni Zindagi Unke Liye Do Pal ki Mehman Kardi, Achcha Hua Naam Na Aaya Unka, Nahi Toh Voh Kehti, Humne Apni Khudgarji Ke Liye Unki Zindagi Badnaam Kardi...ii
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tu Has De To Mujhe Bhi Hasi Aati H _Tu Hi To H Jo Mujh Ko Bhati H Ae JaAn _Tadapta He Dil Tujhse Milne Ko _Kaise Batau Tu Kitna Yaad Aati H
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • KUCH LOG YADON KO DIL KI TASVEER BANATE H, DOSTON KI YADON ME MEHFIL SAJATE H, HUM THODE ALAG HAI.. JO KISI KO YAAD AANE SE PAHLE UNKO APNI YAAD DILATE HAI...p.r
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat Hogi, Phir Na Kisi Pe Ye Inayat Hogi, Kuch Is Tarah Karenge Yaad Apko, Na Apko Khabar Na Zamane Ko Shikayat Hogi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat wo hasin gunah hai. Jise har insan khushi - khushi karta hai. Par mohabbat me intzar wo saja hai. Jo sirf wahi karta hai jo sacchi mohabbat karta hai. Kasamkhan
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapno ke aap sahil hue, na jane kaise ham aapke dosti ke kabil hue, karzdar rahenge ham us haseen pal ka, jab aap hamari choti si duniya me shamil hue.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal Pal Uska Saath Nibhaate Hum Aik Ishare Peh Duniya Chhor Jate Hum Samundar K Beech Me Pohanch Kr Fareb Kiya Usne Woh Kehta To Kinare Peh Hi Doob Jate Hum…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sherminda Jis Se Chand Hai Suraj Hai Gehun Mian Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Main Julwo Se Jis Ke Roshni Taroo Ko Mile Hai Shadabi Jis Ke Dum Se Baharo Ko Mile Hia Rehta Hon Magun Mian Tu Sada Iski Lagan Mian Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Mian Mian Jab Bhi Iski Bahon Per Sar Rakh Ke Sogaya Hai Duniya Ke Ruj O Ghum Se Bhot Dor Hogaya Mehsos Howa Chain Mujhe Ghum Ki Chubun Mian Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Main
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS