• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kash wo is mausam ki nazakat ko samajhte, ye dil kitna tanha h us hakikat kosamajte luta dete hum apni jaan unpr KASH WO Meri CHAHAT KO SAMAJHTE
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil toh jale par dhuan uthe naa, Mann toh roye par aankh bhare naa, Pal pal jinpar mita karein hum, Unhe hamara dard dikhe naa...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jite-ji kucha-e-dildar se jaya na gaya us ke divar ka sar se mere saya na gaya dil ke tain aatish-e-hijran se bachaya na gaya ghar jala samane par hum se bujhaya na gaya kya tunak hausla the dida-o-dil apne aah ek dam raz mohabbat ka chupaya na gaya dil jo didar ka qayel ke bahot bhuka tha is sitam-kushta se yak zakhm bhi khaya na gaya shahar-e-dil aah ajab jaye thi par uske gaye aisa ujada ki kisi tarah basaya na gaya
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main Tum Keh Dena ?Koi Khaas Nahi? Ek Dost Hay Kaccha Paka Sa Ek Jhoot Hay Aadha Sacha Sa Jazbaat Ko Dhaanpay Ek Parda Bus Ek Bahana Accha Sa Jeevan Ka Aisa Sathi Hay Jo Door Nah Ho K Pass Nahi Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main Tum Keh Dena Koi Khaas Nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ROTE Logo Ko Mnana Aata Hai, Gham Me Dube Ko Hasana Aata Hai, Hum Dukhi Logo Ko Khush Kr Dete Hai, Aur Log Samajhte Hai is Pagal Ko Sirf Hasana Aata Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hawaye sang lati hai mahek unki, khwabo me aati hai jhalak unki, barish ko dekh ke lagta hai aisa, ki aaj fir bhigi hogi palke unki...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hoth tere lal - lal lichi jaise, Gi karta hai ki kha jau! Agar tm apni aankho ka jam pila do, To khuda bhi bulaye to tere paas se na jau !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मेरे बस मे हो तो लहरो को इतना हक़ भी ना दू ... लिखु नाम तेरा किनारेपे और लहरोको छुने तक ना दू !
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri dosti ki inteha dekhna chahta hun Ek tera dil jeetna ke liye is zindagi se haarna chahta hun Dooba hun apne aansuo ke samandar me fir bhi shayad Wo tera pyaar hi hai jisse apni pyaas bujhana chahta hun..! by Ayaan
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aankhen Aapki Ho Par Ansu Mere! Zindagi Aapki Ho Par Sanse Meri! Dil Aapka Ho Per Dhadkan Meri Ho. Zindagi Ke Akhri Modh Pe Dua Hai, Ki Kafan Aapka Aur Lash Mere Ho.....
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har khushi me kuch nami reh jayegi, aankhen thodi shaBnami reh jayegi, zindgi ko hum kitna bi sawarein, bin apke koi na koi kami reh jayegi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj teri yaad ko seene se laga kar roye, Apne khuwabo me tujhe paasbula kar roye, Haazaro baar pukara tujhe tanhaiyo me, Aur har baar tuze paas na pa kar roye!! ♥
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log jaldi mar jate h Qki "BHAGWAN" Unhe Bahut pyar karte hain Agar aap zinda ho Or Dharti pe ho to samaj lo-ki koi Aapko Bhagwan se V jayda pyar karta hai...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj tk un ki hansi mere kano me gunjti hai, Rh rh kr mere jzbato se khelti hai, Bhula na paye hain hm un ki baato ko, Aj bhi wo mere dil k kisi kone me rehti hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ke Intezar Me Dil Aaj Bhi Bekaraar Hai, Dosto Ke Bhid Me Bhi Ek Chehre Ki Talaash Hai, Bechain Hai Dil Unse Milne Ki Aas Hai, Kisi Ki Chahat Aaj Bhi Mere Dil Ke Pas Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Khusi Di Tune Mujhe, Badle Mein Kuchh Bhi Na Chahat Ki, Maine Char Line Likh Di, Kagaj Ko Sab Kuchh Jana Tune, Aaj Main Tumse Door Hu, Tujh Se Milane Ko Majboor Hu, Mere Jajbaat Hain Kagaj Mein, Tum Se Door Rahne Ko Majboor Hain…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kahan Say Laoun Hunar Ab Osy Manany Ka Koi Jawaz Nahi Us K Roth Jany Ka Mohabbaton Main Saza Bhi Mujhhe Ko Milne The K Jurm Mainy Keya Rabty Barhany Ka Miss u
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS