mit gaya jab mitane vala phir salam aaya to kya
dil ke barbadi ke bad un ka payam aaya to kya
chut gain nabzen ummiden dene vali hain javab
ab udhar se namabar leke payam aaya to kya
aj hi mitana tha ae dil hasarat-e-didar mein
tu meri nakamiyon ke bad kam aaya to kya
kash apni zindagi mein hum ye manzar dekhte
ab sar-e-turbat koi mahashar-khiram aaya to kya
sans ukhadi aas tuti cha gaya jab rang-e-yas
namabar laya to kya khat mere naam aaya to kya
mil gaya wo khak mein jis dil mein tha arman-e-did
ab koi khurshid-vash bala-e-bam aaya to kya
Ay dil na kr kisiko pyar itna
k muskil ho jaye un k bina jeena
badi be dard duniya he bade be dard log he
unko b badal deta he jo kahete he hamare bina sikha hi nahi jeena...
Har AAINE ki KISMAT me TASVIR nahi hoti,
Har KISIKI ek jaise TAQDIR nahi hoti,
Bohat KHUSHNASIB hai wo,
Jinke HATH0 me MILNE k baad
BICHADNE ki LAKIR nahi hoti.
Main Khawab banke use neendme dikhai doon
Woh jo mera qurb chahe to main use JUDAI doon
Kuch is tarah se mujhe chahe ki har ghadi
Main dhadkano ki tarah usse sunayi doon
Tarap tarap kar mujhe mangta rahe lekin
Siwaye apne main use saari Khudai doon
Kitaab khol ke dekhe to mera chehra hi
Main har pal har wakt usko dikhayi doo
Kitne Door Nikal Gye
Rishte Nibhte Nibhte, Khud
Ko Kho Diya Humne Apno Ko
Pate Pate, Log Kehte Hai
Dard Hai Mere Dil, Aur Hum
Thak Gye Muskurate Muskurate.
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai
Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se
Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai
Kab Tak Apna Dard Sine Mein Dabaye Rakhoge,
Kab Tak Aansuo Ko Aankho Mein Chupaye Rakhoge,
Mera Phir Se Laut Aana Mumkin Nahi,
Tum Kab Tak Humari Aas Lagaye Baithoge…?
Wo hamare tute hue dil ke kabil na hue,
lakh koshis ki hamne par wo hashil na hue,
are pyar nibhana to dur ki baat he,
wo to dosti nibane ke b kabil na hue.
Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,
Har ek tare se Dosti kar aaye,
Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,
Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye
Hum Nazroon Say Dor Hain Ankhon Say Nahi
Hum Khabon Say Dor Hain Khyalon Say Nahi
Hum Dil Say Dor Hain Dharknon Say Nahi
Hum Ap Say Dor Hain Ap Ke Yadon Say Nahi