दिल चाहता है ज़माने से छुपा लूँ तुझको,
दिल की धड़कन की तरह दिल में बसा लूँ तुझ को.
कोई एहसास जुदाई का न रह पाये,
इस तरह खुद में मेरी जान छुपा लूँ तुझको.
तू जो रूठ जाये मुझ से मेरे दिल के मालिक,
साड़ी दुनिया से खफा हो कर मना लूँ तुझको.
जब मैं देखूं तेरे चेहरे पे उदासी का समा,
बस यह चाहूँ किसी तरह हंसा लूँ तुझको.
तू कभी जब दुनिया से बेज़ार हो जाये ,
दिल यह चाहे की बाहों में छुपा लूं तुझ को!
Lekar hum dusro ki hasi kya karen,
jo nahi apni wo khushi lekar kya kare,
tanha jeene se behtar hai mar jaye
hum,
par koi apni duaon me hamari lambi
umar mang rakha hai to hum kya kare
Jab Majburi Me Koi Humse
Door Hota He. Zaruri Nahi
Ke Wo Bewafa Hota He. Chahe
Wo Humari Aankho Me Aansu
Chod Jata He. Lekin Tanhai
Me Wo Hum Se Bhi Zyada Rota H.
giriftadil hain bahut aj tere divane
khuda kare koi tere siva na pahachane
miti miti si ummiden thake thake se khayal
bujhe bujhe se nigahon mein gham ke afasane
hazar shukr ke hum ne zuban se kuch na kaha
ye aur baat ke pucha na ahal-e-duniya ne
baqadr-e-tashnalabi pursish-e-vafa na hui
chalak ke rah gaye teri nazar ke paimane
khayal aa gaya mayus rahguzaron ka
palat ke aa gaye manzil se tere divane
kahan hai tu ke tere intazar mein ae dost
tamam raat sulagte rahe dil ke virane
ummid-e-pursish-e-gam kis se kijiye ‘nasir’
jo mere dil pe guzarati hai koi kya jane
Ajib Dastan Hoti H Dosti Ki,
Ladna Milne Se Bhi Acha Lagta H.
Lad K Manane Wale B Hote H Kuch,
To Kuch Ko Chidhana Acha Lagta H.
Dost K Muh Se Kuch Sunne K Liye,
Kabhi Jhuk Jana Bhi Acha Lagta H.
Safr Train Ka Ho Ya Zndgi Ka,
Khtm Hi Nhi Hoti Batein...
Phir Bhi Khamosh Reh Kar Muskurana Acha Lagta H.
4 Dosto Mein Lagta H,mil Gayi Puri Duniya.
Baki Sab Bhul Jana Achha Lagta H..
Yaro Hamesha Sath Rahna...
Kyuki Hume Ye Yarana Achha Lagta H..
Is jamane mein koi kisi ka nahi hota.
jo pyar karta hai wo zindgi bhar rota hai.
jise chaha tha maine apna khuda banake,
wo aaj kahta hai mujhe khuda kabhi kisi ek ka nahi hota.
Giriftadil hain bahut aj tere divane
khuda kare koi tere siva na pahachane
miti miti si ummiden thake thake se khayal
bujhe bujhe se nigahon mein gham ke afasane
hazar shukr ke hum ne zuban se kuch na kaha
ye aur baat ke pucha na ahal-e-duniya ne
baqadr-e-tashnalabi pursish-e-vafa na hui
chalak ke rah gaye teri nazar ke paimane
khayal aa gaya mayus rahguzaron ka
palat ke aa gaye manzil se tere divane
Tum Apun Ko Itna Message Karta
Hai, Apun Ko Reply Karne Ko
Majbor Karta Hai, Kya Iss Ke
Peeche Koi Plan Hai Ya Auron Ki
Tarah Tum Bhi Apun Ka Fan Hai!
By-Pranab
KISI NA KISI PE KISI KO AITBAAR HO JAATA HAI
AJNABI KOI SHAKHS BHI YAAR HO JAATA HAI
KHUBIYON SE HI NAHI HOTI MOHABBAT SADAA
KHAMIYON SE BHI AKSAR PYAR HO JAATA HAI.
Kuchh Baatein Karke Wo Hume Rula Ke Chale Gaye
Hum Na Bhulenge Ye Ehsas Dila Ke Chale Gaye
Aayenge Kab Wo Ab To Ye Dekhna Hain Saari Umar
Bujh Rahi Hain Wo Aag Jise Jala Ke Chale Gaye.
Kitabo Ke Panne Palat Ke Sochte Hai,
Yu Palat Jaye Zindagi To Kya Baat Hai.
Tamanna Jo Puri Ho Khwabo Me,
Haqikat Ban Jae To Kya Baat Hai.
Kuch Log Matlab Ke Liye Dhundte Hai Mujhe,
Bina Matlab Koi Aye To Kya Baat Hai.
Katal Kar Ke To Sab Le Jayenge Dil Mera,
Koi Apna Bana Ke Le Jaye To Kya Baat Hai.
Jo Sharifo Ki Sharaft Me Na Ho Baat,
Ek Sharabi Keh Jaye To Kya Baat Hai.
Zinda Rehne Tak To Khushi Denge Sabko,
Kisiko Meri Maut Pe Bhi Khushi Mil Jaye To Kya Baat Hai.
Rishte Wo Nahi Jo Hum Banaate Hain..
Rishte To Wo Hain Jinhe Waqt Banaate Hain..
Apne Wo Nahi Jinhe Hum Chaahte Hain..
Apne To Wo Hain Jo Hume Chaahte Hain..!
Saamne Na Ho Toh Tarasti Hai Aankhein
Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhein
Mere Liye Na Sahi, Inke Liye Hi Aa Jaaya Karo
Tumse Bepanah Mohabbat Karti Hai Yeh Aankhein