Har Waqt Tere Aane Ki Aaash Rehti Hai,
Har Pal Tujh Se MiLne Ki Pyaash Rehti Hai,
Sab Kuch Hai Yaha
Bas Tu Hi Nahi Hai,
IsiLiye Shayad Ye Zindgi Udaas Rehti Hai.
Inkaar Kijiye Aap Magar Sakal Aapki,
Kahri Hai, Main Bani Hu Tere Pyar Ke Liye,
Mujrim Buton Ka Hu Khuda Ka Bhi Chor Hu,
Dono Mein Jid Hai Ek Gunahgar Ke Liye,
Dekho Koi Nigah Ki Sokhi Uda Na Le,
Rakh Lo Bacha Ke Teji E Raftar Ke Liye,
Halke Mein Hai Palak Ke Liye Chasme Nargisi,
Timardaar Jam-Ah Hain Beemar Ke Liye….
Kahte hai hatho ki lakire adhuri hoto
Kismat mein mohhbat nahi hoti.
Par sach to ye hai ki hatho mein ho koi
Pyara hath to lakiro ki bhi jarurat nhi hoti
Beetay Pal Wapas La Nahi Sakte
Sukhe Phool Wapas Khila Nahi Sakte
Kabhi Kabhi Lagta Hai Aap Hamein Bhul Gaye
Par Dil Kehta Hai K Aap Hamein Bhula Nai Sakteee
Abhi is taraf na nigaah kar, main Ghazal ki palkain sanwaar loon,
Mera lafz lafz ho aayena, tujhay aayenay main utaar loon,
Main tamam din ka thaka hua, tu tamam shab ka jaga hua,
Zara theher ja isi morr per, teray sath sham guzaar loon,
Agar aasmaan ki numayeshoon main mujhay bhi Izn e qayaam ho,
To main motiyoon ki dokaan say teri baliyan teray haar loon,
Kahin or baant day shuhratain, kahin or bakhsh day izzatain,
Meray paas ha mera aayena main kabhi na ghard o ghubaar loon,
GAA SAKU TERA NAGMA
WO SAAZ KAHA SE LAU?
BHAA SAKE JO AAPKO
WO ANDAAJ KAHA SE LAU?
CHAND TARO KI TAREEFEIN TO KARNA TO HAI ASAAN
HO AAPKI TAREEF WO ALFAAZ KAHA SE LAU?
DiL Ki Aawaz Se Nagme BadaL Jate Hai,
Sath Na De To Apne BadaL Jate Hai,
Palke Bhi Zara Sambhal Ke Jhapkna,
Kyunki Palke Jhapkane Se Sapne BadaL Jate Hai.