Ansuo ko bahut samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
iss par ansu tadap kar bole,
itne logo me aapko tanha pate hai,
is liye chale aate haiii
DiL Hi DiL Me Gham Shena Sikh Liya,
Ab To Dard Me Bhi Chup Rehna Sikh Liya,
Nahi Chalakti Aankhe Ab Kisi Ke Samne,
in Ashqo Ne Bhi Akele Me Behna Sikh Liya.
Baithe Hain tere khayalon mein
Kagaj pe likha hai tera naam
Kagaj pe teri tasveer laga ke
likha hai ye paigam
Zinda ya Murda pakadne par
milega 50000 ka Inam.
AWESOME
Ghar Se Bahar Who Naqab Mein Nikali,
Saari Gali Unki Firaq Mein Nikli,
Inkaar Karte The Woh Hamari Mohabbat Se,
Aur Hamari Hi Tasveer Unki Kitaab Se Nikali
Jaane Kya Mujhse Zamana Chahta Hai,
Mera Dil Todkar Mujhe Hi Hansana Chahta Hai,
Jaane Kya Baat Jhalakti Hai Mere Chehre Se,
Har Shaks Mujhe Aajmana Chahta Hai.!
Dhoka deke pyaar kar
lekin pyaar karke dhoka mat dena
Sochke pyaar kar
lekin pyaar karke mat sochna
Dil dukhake pyaar kar
lekin pyaar karke dil mat dukhana.
Toot ke reh gaye hum jab unhone
Door jane ko kaha
Ek pal me zindgi ko bikhar jane ko kaha
Hume pata he unse door jane ka matlab
Khamoosh lafzoo me unhone mar jane ko kaha
Jaane Us Shakhs Ko Kaise Hunar
Aata Hai, Raat Hote Hi Meri
Aankhon Mein Utar Aata Hai,
Main Uske Khayal Se Nikloon
Bhi Toh Kaise, Wo Meri Soch
Ke Har Raaste Par Nazar Aata Hai!
bhulaa kar wo hame wo khush rah payenge.... ..sath me nahi mere jane ke baad muskurayenge,,.duaa hai khuda se ki unhe kabi dard na dena .., hum to sah gaye hain wo toot jayenge...,.!
Ankho Se Aankhe Milakar To Dekho
Humare Dil Se Dil Milakar To Dekho
Saare Jaha Ki Khushiyan Tere Daaman Me Rakh
Denge
Humse Pyar Ka Izhaar Karke To Dekhoooo
Kehne Chala Tha Mein Jo Baat
Wo Kisi Aur Ne Keh di, Likhatha
Dilme Jo Prem Kahani Wo
Adhura Rehgaya, Adhuri Likhi
Kahani Ka Kuch Kimat Nahi
Hoti, Bina Pyaar K Zindagi
Jeena Ashan Nahi Hota..
Usne Fir Milne Ka Waada Kiya Tha,
Ek Sath Jine Marne Ka Irada Kia
Tha, Jo Dur Ho Gaya To Koi
Majburi Hi Hogi, Varna Pyaar To
Yaaro Usne B Had Se Zyada Kiya Tha.
Dete hai kyu woh dard bas hami ko?,
kya samjhenge woh bewaffa inn aankhon ki nami
ko?,
Lakhoan diwane hain jis chand ke,
kya woh mehsus karega ek tare ki kami ko??
Kab takk khelenge aur torenge woh inn dillo ke
saath,
Akhir kabhi chand pe bhi gharan lagna hi hai.
Tu Abhi Rahguzar Mein Hai Qaid-e-maqaam Se Guzar
Misr O Hijaz Se Guzar Paaras O Shaam Se Guzar
Jis Kaa Amal Hai Be-garaz Us Ki Jazaa Kuch Aur Hai
Huur O Khiyaam Se Guzar Baada-o-jaam Se Guzar
Garche Hai Dil-kushaa Bahut Husn-e-farang Ki Bahaar
Taa’eak-e-buland-baal Daana-o-daam Se Guzar
Koh-shigaaf Teri Zarb Tujh Se Kushaad-e-sharq-o-garb
Tegh-e-hilal Ki Tarah Aish-e-niyaam Se Guzar
Tera Imam Be-huzur Teri Namaaz Be-surur
Aisi Namaz Se Guzar Aise Imaam Se Guzar