Lgta Nhi k Sath nibhaye ga dair tk,
Lekin Wo Mujh ko Bhol Na Paye ga dair tk,
Jo bhi Qareeb aye ga us k Usy zaror,
Wo Meri Dastan Sunaye ga Dair tk,
Dhondy ga wo Mujhy enhi Galiyon mein Ek din,
Dhondy ga or Mujh ko Na Paey ga dair tk,
Main sahilon ki Rait py Likhon ga uska nam,
Wo Pani py Mera naqsh Bnaye ga dair tk,
Kis hal mein Hoon us sy Bichrny k baad main,
Sun kr usay Yaqeen na ayega dair tkk...
2. वक़्त तब कुछ और था ये जिंदगी कुछ और थी
वो तेरी पहली नज़र वो दिल्लगी कुछ और थी
आग पानी फूल तितली बिजलियाँ रंगीनियाँ चाँद सूरज सब वही थे रौशनी कुछ और थी
इस शहर के मयकदों में जी रहा हूँआज कल पर तुम्हारे इश्क़ की वो मयकशी कुछ और थी
सच है ये भी रात दिन मिलता हूँ सबसे पर सनम ख्वाबों में दीदार वाली आशिक़ी कुछ और थी
अब किसी का डर नहीं दुनिया समझता हूँ मगर"कर न दो इनकार तुम" वो बेबसी कुछ और थी
सज रहे है हर जगह अब इश्क़ भी बाजार भीयाद है मुझको तुम्हारी सादगी कुछ और थी
Baray Hi Sarfrosh Hua Kartay Hain
Haqiqaton Ki Aaghosh Huwa Karty Hain
Meri Chup Se Naraz Na Hua Karo sweet
Gehray Samunder Hamesha Khamosh Howa Kartay Hain
Tujhe Baahon Me Bharne Ko Dil Chaahta Hai..
Tujhe Toot Kar Chaahne Ko Dil Chaahta Hai..
Kaash Dur Ho Jaaye Ye Faasle Darmiyaan Hamare..
Ki
Tujhe Ji Bhar Ke Dekhne Ko Dil Chaahta Hai..!
Zindgi ko tanha viraano me rehne do..
Ye wafa ki baate khayalo me rehne do..
Hakeekat mein aajmane se tut jaate hai dil..
Ye mohobbat ki baate kitaabon me rehne do.!
Zindagi Me Ham Aapse Naaraz Nahi
Ho Sakte, Aitbaar He Hampe
Ham Bewafa Ho Nahi Sakte, Kyu
Na Aap Hame Yaad Kiye Bina
Hi So Jaao, Par Ham Aapko Good
Night Kahe Bina So Nahi Sakte.
Mohabbat Karli Tumse Bahut
Sochne K Baad, Ab Kisiko
Dekna Nhi Tumhe Dekhne K
Baad, Dunia Chod Denge Tmhe
Pane K Baad, Khuda Maff Kre
Itna Jhoot Bolne Ke Baad.
Tanha Ho Kabhi Tu Mujh Ko Dhoondna
Duniya Say Nahin Apnay Dil Say Poochna
Aas Paas Hi Kahin Basay Rehtay Hain Hum
Yaadon Say Nahin Sath Guzaray Lamho Say
Poochna
Pagal Huye Jo Hum To Ulfat Usy B Thi
Chaha Jo Hm Ne Us Ko To Chahat Usay B Thi
Usko Na Bhol Payengay Wo Janta Tha
Or Har Baat Bhol Jane Ki Adat Usay B Thi.
sagar se lab laga ke bahut khush hai zindagi
sahan-e-chaman mein aake bahut khush hai zindagi
aa jao aur bhi zara nazadik jan-e-man
tum ko qarib pake bahut khush hai zindagi
hota koi mahal bhi to kya puchate ho phir
be-vajah muskura ke bahut khush hai zindagi
sahil pe bhi to itni shagufata ravish na thi
tufan ke bich aake bahut khush hai zindagi
viran dil hai aur “adam” zindagi ka raqs
jangal mein ghar banake bahut khush hai zindagi
Durr ho kar bhi tum kabhi durr nahin huae
Tum har waqt dil mein ehsaas ban kar maujood jo
rahe
Dhukh iss baat ka nahin ke hum tumhe paa na
sake
Dukh to is bhaat ka hai ke bhichar kar bhi hum
tumein bhula na sakeeee
Aankhon Me Rahne Walo
Ko Yaad Nahi Karte, Dil
Me Rehne Walo Ki Baat
Nahi Karte, Hamari To Ruh
Me Bus Gaye Hain Aap,
Tabhi To Hum Milne Ki
Fariyaad Nahi Karte.
Koi Achha Lage To Use Pyar Mat Karna,
Uske Liye Apni Neenden Bekaar Mat Karna,
Do Din To Aayenge Khushi Se Milne,
Teesre Din Kahenge Mera Intejaar Mat Karna
Mohit saini
Manzil bhi ussi ke thi, raasta
bhi ussi ka tha…
Main sirf akela tha,
baki sab kaarwa bhi ussi ka tha…
Mere saath chalne ki soch bhi ussi ki thi,
phir mujhe chhodne ka faisla bhi ussi ka tha…
Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha,
ab aansoo ka samandar bhi ussi ka hai,
Mera dil aksar ab sawal karta hai mujhse,
ke sab kuch ussi ka tha par...
“kya kudha bhi ussi ka tha”...
Mohabbat Har Insaan Ko Aazmati Hai,
Kisi Se Rooth Jaati Hai Par Kisi Pe Muskurati Hai,
Mohabbat Khel Hi Aisa Hai,
Kisi Ka kuch nahi Jaata Kisi Ka Sab Kuch Chala Jaata Hai