Kyun sochte ho ki kuch bhi acha nahi hota,
Sach to ye hai ki jaisa chaho vaisa nahi hota,
Koi apka sath de na de kabhi gum na karna,
Khud se bada duniya me koi humsafar nai hota.
When things go wrong...
When sadness fills ur heart...
When tears flow in ur eyes...
Always remember 3 things
1---GOD
2---ur parents
3---my sincere prayers.....
GOD LUCK&God bless YOU......
Dil Ki Kitab Me Tumara Naam Sajayenge,
Apne Har Lamhe Me Tum Ko Basayenge,
Agar Tum Se Ek Pal Ke Liye Bhi Dur Huye,
To Har Baar Aankhe Band Kar Ke Milne Aayenge…
कुछ को ख्वाब देख के जीने
की आदत है,
कुछ को मैखाने में पीने
की आदत है ,
हम हैं परेशां दीवानापन
की आदतों से,
पर जाने
क्यों शादी की शहनाईयों से
डरते हैं!!
इंतजार कर रहा हूँ जुश्तजू जो है ,
इज़हार भले ही न करूँ आरज़ू
तो है ,
कुछ मोहबत में किस्से सुने हैं ऐसे ,
हम अभी से
आपकी तनहायिओ से डरते
हैं !!
Rishto ki duniya me aksar aisa hota hai, Dilse inhe nibhana wala hi rota hai, Jhukna pade to jhuk jaana apno ke liye, Kyu ki har rishta 1 nazuk samjota hota hai...
Waqt se lad kar jo apna naseeb badal le
insaan wahi jo apni taqdeer badal le
kal kya hoga ye kabi na socho
kya pata kal waqt khud apni tasveer badal de.
Dil ne tera pyar per majbur
mujh ko kar diya,
Is jaha ki har khushi se dur
mujh ko kar diya,
Jis qadar chaha tha dil ne pass
tere aane ko, Is qadar duniya ne tujh
ko
mujh se dur kar diya...
Na Raha Karo Mere Sath tum!
Main Tanha Tanha Thek Hun!
Mujhe Chahton Se Dar Lagta Hai
Main Nafraton Main Hi Thek Hun
Mujhe Raston Main chhur Do
Mjhe Justju-e-ManzilNahi
Na Dikaao Mjh Ko Raste
Main Bhatka Hoa Thek Hun
Mere Dostu Mujhe Chhor Do
Naa Suljhao Meri Uljhnain!
Mujhe Adaavten Hi Pasand Hain
Mein Dushmanu Main Hio Thek
Hun
Mujhe Khushi Ki Koi Talab Nahi
Mujhe Apne Ghum Bhi Nawaz Do!
Mujhe Ansu Pina Pasand Hain
Main Ansuon Main Hi Thek Hun.
Dil ke sagar me lehre uthaya na karo........... ♥♥............. ♥♥
khwab ban kar neend churaya nakaro........♥♥. ............... ♥♥
bahut chot lagti hai mere dil ko............. .♥♥......... ♥♥
tum khwabo me aakar yu tadpayana karo......♥♥... ................♥♥
Jite The Kabhi Hum Bhi Shaan Se,
Mehek Uthi Thi Fiza Kisi Ke Naam Se.
Par Guzre Hain Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki NAFRAT Si Ho Gayi He MOHABBAT Ke Naam Se
k.k
Dil mein khila hai aapke naam ka phool
Dil se kahi hona jaye koi bhool
Dil ka hai aapke liye alag sa usool
Ki aapki khushi ke aage hai sab kuch kabool.
Duniya Ki Bhid Me Insaan,
Chahe Sab Khuch Bhul Jaaye,
Kitni Hi Moj Masti Me Kho
Jaaye, Par Akele Mein Wo
Use Hi Yaad Karta Hai,
Jise Woh Dil Se Pyar Karta Hai.