Kitni mohabat hai unse,
Hamse bataya na gaya,
Sayad wo samajh na sake,
Ya hami se samjhaya na gaya,
Unhone karib aane ki kosis na ki,
Aur hamse haath badaya na gaya...!!!
Ab To Hum Tere Liye Ajnabi
Ho Gaye Baato Ke Silsile
Bhi Kam Ho Gaye
Khushiyo Se Jyada Hamare
Paas Gam Ho Gaye
Kya Pata Ye Waqt Bura Hai Ya
Bure Hum Ho Gaye.
Tu Hi Bata A Dil Tujhe Samjhau
Kaise, Jise Chahta Hai Tu
Use Nazdik Lau Kaise, Yu To
Har Tamanna Har Ehsas Hai
Wo Mera, Magar Us Ehsas Ko
Ye Ehsas Dilau Kaise.
Zindgi khubhsurat he par mujhe jina nhi aata,
Har chiz me nasha he par mujhe peena nhi aata,
Sab mere bina ji sakte,
Sirf mujhe hi Aapke bina jina nhi aata...
Koi khud se bhi pyaara hota hai,
koi to dil ka sahara hota hai,
jaruri nahi zindagi apne liye hi
pyaari ho, zindagi me koi to
zindagi se bhi pyaara hota hai..
By-Dj
साथ जो चलता रहा वो दूसरा ही जिस्म था,
भूल से अपना जिसे साया समझ बैठे थे हम.
हमज़बाँ, हमराज़, हमदम, हमसफ़र और हमनशीं,
क्या बताएं आपको क्या-क्या समझ बैठे थे हम
Dil Unke Liye Machalta Hai..
Thokar Khaata Hai Sambhalta Hai..
Kisi Ne Is Kadar Kar Liya Dil Par Kaabza..
Ki
Dil Mera Hai
Par
Unke Liye Dharaakta Hai..!