Ye Pyari Si Baate Teri,
Ye Pyari Si Aawaz Teri,
Ye Pyari Si Muskan Teri,
Mujhe Pagal He Bana Gayi,
Ye Pyara Sa Ehesas Tera,
Mujko Mujhi Se Chura Le Gaya,
Hakikat k roop me khwab banta gaya, jaise
wo chehra kitaab banta gaya, Usne kaha
mujhe paani achcha lagta hai,meri aankho
ka har ek ansu barsaat banta gaya.
Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai;
Jisme Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai;
Bas Yaaden Reh Jati Hai Yaad Karna Ke Liye;
Aur Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata Hai!
Bhulana chahte hai unko,par dil ko kon samjay.
Yado ko To gumrah kar dete hai ,Par Nigaho ko kon samjay.
Etephak Rakhati hai woh meri mohbat se, par ye bat kud ko kaise samjay.
Pyar mujhase jo kiya tumane to kya paogi
mere halat ke aandhi mein bikhar jaogi
ranj aur dard ke basti ka main bashinda hun
ye to bas main hun ke is hal mein bhi zinda hun
khwab q dekhun wo kal jisape main sharminda hun
main jo sharminda hua tum bhi to sharamaogi
q mere sath koi aur pareshan rahe
meri duniya hai jo viran to viran rahe
zindagi ka ye safar tumako to aasan rahe
hamasafar mujhko banaogi to pachataogi
Woh Mera Ho Jo Nigahon Mein Haya Rakhta Ho
Umr Bhar Saath Chale Azm-e-Wafa Rakhta Ho
Naaz Uske Na Uthaaon To Shikayat Na Kare
Gham Uthake Bhi Hansne Ki Ada Rakhta Ho
Na Wo Farishta Ho Na Farishton Jaisa Ho
Mujhko Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho.