Aaj phir uski yaad ne rula diya,
Kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
Do lafi likhne ka salika na tha,
Uske pyar ne mujhe shayar bana diya.....
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS
Hamare Sabr Ka Imtihaan Na Lijiye,
Hamari Khamoshi Ko Saza Na Dijiye,
Jo Aapke Bina Jee Na Sake,
Unhe Jeene Ki Duaa Na Dijiye…
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS
In hawaon pe pyar ka paigam likha hai,
Aapke Ghar ka pata aur naam likha hai,
Paigam padhkar mujhko duaayen dena,
Tanha Zindagi ka haal tamam likha hai..
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS
Sahar Sahar Mein Dunda Hai Tumko,
Kahi Bhi Najar Na Aaye Tum Humko,
Husn Ke Kaafile Toh Bahut Mile,
Hum Bahla Na Sake Pagal Dil Ko,
Manjil Bhi Najar Aati Nahin,
Hum Bhi Kadam Badhate Chale Gaye….
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS