Dil Mein Unki Yaado Ki Ek Jhalak Si Rehti Hai
In Hawao Mein Harpal Unki Mehak Si Rehti Hai
Dil Ko Intzar Hai Humesha Bas Unke Aane Ka
Hume Unse Milne Ki Ab Ek Kasak Si Rehti Hai.
Is Tarah Saath Nibhana Hai Dushwar Sa
Main Bhi Talvar Sa Tu Bhi Talvar Sa,
Khubsurat Si Paanvo Mein Janjirein Ho
Ghar Mein Baitha Rahu Main Giraftar Sa,
Gudiya Bachhe Ko Becha Kharida Gaya
Ghar Sajaya Gaya Raat Bazar Sa,
Dard Milta Raha Dard Sehte Rahe
Zindagi Hume Hum Zindagi Ko Azmate Rahe
Pyas Jab Bhi Lagi Ashq Peete Rahe
Bas Zindagi Ke Diye Ghamo Mein Jeete Rahe...ii
Dar Dar Se Thokar Khane Ke Baad,
Hum Lahu Di Ka Bahate Rahe,
Tum Fir Bhi Na Khush Huye Dost,
Hum Har Rista Thukraate Rahe,
Jisne Hamein Apnana Chaha,
Har Chahat Ko Hum Thukrate Rahe,
Vaqt Aaya Aur Chala Gaya,
Hum Kismat Pe Aansu Bahate Rahe…
Yun Hi Kisi Se Bhi Na Dil Ko Lagana Dosto,
Yun Hi Kisi Ko Bhi Na Apna Banana Dosto,
Chehra Ke Saath Saath Dil Bhi Dekh Lena Jara,
Sagar Ki Tarah Hi Na Tum Dhoka Khana Dosto…
चाहत की राह में बिखरे अरमान बहुत है;
हम उसकी याद में परेशान बहुत हैं;
वो हर बार दिल तोड़ता है यह कह कर;
मेरी उम्मीदों के दुनियाँ में अभी मुकाम बहुत हैं।
Meri koi khata to Saabit kar,
Jo Buri hun to Bura Saabit kar,
Tujhe chaha hai kitna tu kya jane,
Chal main Bewafa hi sahi,
Tu Apni Wafa Saabit kar..!!!
Najron Se Najar Mili Aur Unse Pyar Ho Gaya,
Bahut Roka Apne Dil Ko Magar Yeh Bekarar Ho Gaya,
Jab Se Kiya Pyar Tujhse Dil Ka Chain Hai Kho Gaya,
Ho Ke Juda Main Ji Na Saka Jeena Bhi Bhool Gaya…
Bad Ek Khata Hum Se Ho
Gye, Had Se Jayda Muhbaat
Unse Ho Gye, Hum Nazar Na
Utha Sake Kise Aur Ke Taraf,
Aur Wo Kehte Hai Ke...
Humare Chahat Bewafa Ho Gye...