• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Phir aasuo k kuch fasane nikle, Maikhane se sharab k peimane nikle, Jo dil ka hal samajh hi na paye, Kyun usko hum apna zakham dikhane nikle...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • वो साथ थे तो एक लफ़्ज़ ना निकला लबों से, दूर क्या हुए कलम ने क़हर मचा दिया..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dur Hain Apse Tu Kuch Ghum Nahi Dur Reh Kar Bhi Bhulne Walay Hum Nahi Roz Mulaqaat Na Ho Tu Kya Howa Apki Yaadein Bhi Mulaqaat Se Kam Nahi. kk
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat ko meri thukraya hai usne, Bewfa bankar rulaya hai usne, Humne to use hamesha wafa di, Bewfai kya hai, Mohabbat kar ke samjhaya hai usne....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Main Toh Yeh Bhi Nahi Kah Sakta Sagar, Ki Is Mein Galti Mere Yaar Ki Hai, Bewafa Bhi Usko Main Kahun Kaise, Kyun Ki Toheen Yeh Mere Pyar Ki Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sath Roti Thi Aur Sath Hasa Krti Thi Wo Ladki Jo Mere Dil Me Basa Krti Thi Bad Kismti Se Juda Ho Gye Wo Jo Muze Apni Takdir Kaha Krti Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Todna Hota To Rishta Hum Na Banate, Umeed Nahi Hoti To Sapne Hum Na Sajate, Aitbar Kiya Hai Humne Aapki Wafao Pe, Bhrosa Na Hota To Apne Dil Ka Hissa Na Banate.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maut Ke Pas Bhi Jakar Dekha Hai, Maine Bhi Dil Lagakar Dekha Hai, Ishq Ki Keemat Puch Lo Mujhse, Maine Ghar Tak Lutakar Dekha Hai, Pyar Bheek Me Bhi Mil Jaata Hai, Maine Daaman Faaila Kar Dekha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • In hawaon pe pyar ka paigam likha hai, Aapke Ghar ka pata aur naam likha hai, Paigam padhkar mujhko duaayen dena, Tanha Zindagi ka haal tamam likha hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kal rat khvab me unki tasvir bna dali. dil ko etni achi lgi ki sine se lga dali. jab hua khauf ki koi chura na le. to itna roye ki aansu se mita dali
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Husn Benaqab Hai, Toh Aasiq Kyu Parda Karen, Jab Phool Hi Khula Udd Raha, Hai Toh Bhanwara Kya Kare, Tere Pyar Mein Main, Teri Kaatil Jawani Na Samajh Saka, Jis Raaste Par Too Chal Rahi Thi, Uski Manzil Main Samajh Na Saka…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • किसी टूटे हुए मकान की तरह हो गया है ये दिल, कोई रहता भी नही, और कमबख्त बिकता भी नही...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apki yad ati h to kbi ankhe bheeg jati h, To kbi raate beet jati h, Koshish to bahut ki par yade to yade h, Kbi hum har jate h,Kbi yade jeet jati he.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maine Ek Kitaab Padi.. Jiske Pehle Safaa Pe Likha Tha…Aao Mohabbat Samjhe Or Aakhri Safaa Pe Likha Tha…Jo Samajh ke ki Jaye Wo Mohabbat Nahi Hoti Or Aaj Tak Main Mohabbat Nahi Samajh Paaya Kyuki Mohabbat Jab Hoti Ha Toh Samajh Nahi Rehti Or Jab Samajh Aati Hai Tab Mohabbat Nahi Rehti..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo mehndi wali hath dikha ke royi, ab main kisi aur ki hu ye bata ke royi, phle kehti thi ki nai jee sakti tere bina, aaj fir wo bat dohra ke royi, Mai kaise uski mohabbat pe shak karta mere dost, bhari Mehfil main wo mujhe gale laga ke royi..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj teri yaaad ko seene se laga ke roye, khayalo me tujhe pas bulake roye, haazar baar pukara tujhko tanhai me, har bar tujhe paas na pakar roye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sikayat rahti hai unko ki hume mohbt karni nahi aati. kuch sikayat is dilko b he unse, magar kya kare humko unse sikayat karni nahi aati.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS