• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Na daro meri jaan aapko hai rab ka vaasta Kadam badao dil ki taraf milega pyar ka raasta Pyar ki raho mein ho sakta hai gum ka andhera Par pyar ki manzil pe hi hoga dil ka savera.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • अब कहाँ रस्म... अब कहाँ रस्म घर लुटाने की; बरकतें थी शराब ख़ाने की; कौन है जिससे गुफ़्तुगु कीजे; जान देने की दिल लगाने की; बात छेड़ी तो उठ गई महफ़िल; उनसे जो बात थी बताने की; साज़ उठाया तो थम गया ग़म-ए-दिल; रह गई आरज़ू सुनाने की; चाँद फिर आज भी नहीं निकला; कितनी हसरत थी उनके आने की।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Shikwa Kisi Ka Na Fariyad Kisi Kee; Honi Thi Yun Hi Zindagi Barbaad Kisi Kee; Ehsas Mita Talash Miti Mit Gayi Umeedein; Sab Mit Geya Par Na Mit Saki Yaad Kisi Kee!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gila Karke Is Duniya Se Kya Karenge Hum, Apni Takdeer Ko Hi Apna Dushman Samjhate Hain, Yeh Zindagi Toh Kar Gayi Hai Hamse Bewafayi Yahan, Ab Hum Mot Ko Hi Apna Dilbar Samajhate Hain….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Paas aakar sabhi door chaley jate hain, Akeley they hum, akeley hi reh jate hai Hum apney Dil ka dard kisey dikhaye , Marhum lagane wale hi zakhm de jate h
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apnay Miltay Jultay Hain Sath Sath Chaltay Hain Sath Sath Chalnay Main Ranjishain To Hoti Hain Ranjishon Mai Bhi Lekin Chahtain To Hoti Hain Chahton Main Bhi Her Pal Ik Ajab Kahani Hai Hont Hanstay Rehtay Hain Ankhain Bheeg Jati Hain Bheegti Nigahon Main Khawab Jaltay Bujhtay Hain Dard K Safar Main
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Junun E Iahq, Nahi Raas Aaya Hamein, Jab Bhi Dekha Aaina, Aks Unka Hi Najar Aaya Hamein, Tadpate Dil Ke Byaan Karein Kaise ? Jab Bhi Kureda Ghavo Ko, Dard Unka Hi Ubhar Aaya….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab Ansuon Ko Aankhon Mein sajaana Hoga Charaag Bhuj Gaye Khud Ko Jalana Hoga Na Samajhna Ke Tumse Bichar Ke Khush Hain Hum Humein Logon Ki Khaatir Muskurana Hoga …
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo jante h ki mujse sabr ni hoga Wo mere dard se bekhabar to ni hoga Mai 2 kadam jo chalu,dil pukarta h yhi K unka sath na hua to ye safar ni hoga
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • liye dil m hajaro sapne hm chand ki or chale dabake sare gm hm manjil ki or chale milenge andhere or kante raste m pata h uni kanto k sahare hm andhera chirte chale.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pathar Ki Hai Duniya Jazbat Nahi Samjti, DiL Me Kya Hai Wo Baat Nahi Samjti, Tanha To Chand Hai Sitaro Ke Bich Mgr, Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajti.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yahi Halat Aarambh Se Rahe, Log Hamse Khafa Khafa Se Raha, In Chiragon Mein Tel Hi Kam Tha, Kyu Gila Humko Fir Fir Hawa Se Raha, Bahas Satranj Sher Sangeet, Tum Nahi The Toh Yeh Dilase Rahe,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Udhte Badal Bujurgon Ki Sarafat Ban Gaye, Dhoop Mein Ladkiyan Muskurati Rahin, Jab Se Jana Ke Ab Koi Manjil Nahin, Manjilein Raah Mein Aati Jati Rahin, Saare Din Ki Tapi Sahili Ret Par, Do Tadpati Huyi Machhliyan So Gayi,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere pyar ko wo samajh nhi paya Rothe the jb tanha to koi pass nhi aya Mita dya khudko kisi k pyaar me to bhi Log kehte hai mujhe pyar krna nhi ay.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS