Aapke intezaar main palkein bichhaye baithe hain.
Na jaane kab aaoge tum, par aaoge ye ummeed
lagaye baithe hain,
Jab bhi tum aaoge dil par dastak zaroor hogi
humare
Bas isi ke intezaar me dhadkane thaame baithe
hain.
Har Ek Saagar Ke Do Kinare
Hote Hain, Kuchh Log Jaan
Se Bhi Pyaare Hote Hai.
Ye Zaroori Nahi Hai Koi
Paas Rahe Ya Door, Kyunki
Zindagi Me Yaadon Ke Bhi
Bade Sahare Hote Hain..!
Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nhi Badhte,
Dur Hone Se Ehsas Nhi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare Beech,
Lekin Aisa Koi Pal Nhi Jab Hum Apko Yaad Nhi Krte..
Lafzon se jo tha pare,
khaalipan ka jo bhare,
kuchh tto tha tere mere darmiyaan,
rishte ko kya mod doon,
naata yeh abb tod doon, ya phir yun hi chhod doon,
darmiyan.
Rone Vi Nahi Dete, Hasne Vi Nahi Dete,
Jine Vi Nahi Dete, Marne Bhi Nahi Dete,
Kehte Hai Wo Gayero Ko Lao Na Khyalo Mein,
Aur Khud Apne Khyalo Mein Khone Bhi Nahi Dete.
⊗↬"Tum" *छा गये 卄0:point_right:????:thought_balloon::thought_balloon:....कोहरे की तरह मेरे चारो तरफ....:heartbeat:...*न कोई दूसरा:heart::kissing_heart:#दिखता है* ...:kissing_heart::kissing_heart:...ना* *देखने की चाहत है.*
Na Jane Kis Bat Ki Wo Mujh Ko Saza Dayta Hai
Mere Hansti Hoye Ankhon Ko Rula Dayta Hai
Hum Ko Maloom Nahin Koye To Poocho Us Se
Kya Koye Is Tarah Apno Ko Bhula Dayta Hai
Dukh Dard Ki Saugat Hai Duniya Teri Kya Hai
Ashkon Se Bhari Rat Hai Duniya Teri Kya Hai
Kuch Log Yahan Nur-E-Sahar Dhundh Rahe Hain
Tarik Si Ik Rat Hai Duniya Teri Kya Hai
Paband-E-Mashiyat Hai Tanaffus Bhi Nazar Bhi
Ik Jaziya-E-Lamhat Hai Duniya Teri Kya Hai
Taqadir Ke Chehare Ki Shikan Dekh Raha Hun
Aina-E-Halat Hai Duniya Teri Kya Hai..ii
Tum aankhon se dur ho hui neend aankhon se dur
mere sathi gham ke chot se hua dil ka shisha
choor
mujhe shikwa hai taqadir se nahi tum se koi gila
mujhe lakar yun pardes mein mera sab kuch chin
liya
meri aankhon mein aansu aa base hun rone par
majabur
mere zakhm hue pardesiya aa ris-ris ke nasur
mujhe rogi karake pyar ka diya gham ka rog laga
mere jalate hue charag ko meri qismat gai bujha
mujhe dhoka diya nasib ne nahi mera koi kusur
mujhe dhoka diya nasib ne nahi mera koi kusur
Maut mangte hain to zindgi khafa ho jati hai.
Zehar lete hai to wo b dava ho jati hai.
Tu hi bata aai mere dost kya karun,
jis ko b chahte hai wo bewafa ho jati ha.
Aise Hi Bana Karti Hain Janjiren Kaisi Kaisi,
Har Aarju Ko Apni Koi Naam De Liye,
Is Taraf Se Us Taraf Tak Aadmi,
Wahi Haste Aur Rote Dasto Dar,
Dekh Lenge Kya Kahega Yeh Jamana,
Jamane Toh Aadmi Ke Muntjar,
Uska Rahmo Karam Bhi Toh Chahiye,
Jarre Jarre Mein Chhupa Jo Dubak Kar…
Aasman se utari hai,
Taaron se sajayi hai,
Chaand ki chaandni se nahelayi hai,
Mere dost sambhalke rahena...
Ye dosti meri zindagi bhar ki kamai hai....!!
Socha tha k apne ruthe huye yar ko manau
Ja ke uske daman mein toot kar bikhar jaau
Jab pahucha uske aashiyane mein toh paya
Wo to dua kar the k main unse door ho jaau
Udas nazron main khwab milenge,
Kahin kaante to kahin gulab milenge….
Meri dil ki kitab ko apni nazar se padh kar to dekho,
Kahin aap ki yaad to kahin aap milenge…..
Tum samjhte ho ki hum pathar dil h,aapko
thoker mar jayege,ek bar kahdo ki hme
tumse nafrat h,ye wada raha hmara ki
pathar to kya kabhi ful banke bhi raste me
nahi aayege.