Zindagi Ki Shama Mein Khud Ko Jala Jayenge
Ae-Bewafa Zindagi Hum Tujhe Chhor Jayenge
Kal Rahenge Saath Kiske Ye Main Nahi Jaanta
Tamanna Na Rakhna Tu Meri Mojudagi Ki
Apna Katra Katra Hum Tujhme Bhool Jayenge…
BHOOLTA LAAKH HOON LEKIN BAR BAR YAAD AATE HAIN
AAKHIR TARK-E-ULFAT PAR WO KYUN KAR YAAD AATE HAIN
HAQIQAT KHUL GAYI HASRAT TARE TARK-E-MOHABBAT KI
TUJHE TOH AB WO PEHLE SE BHI BADH KAR YAAD AATE HAIN.
Har nakamiyabi ka matlab haar nahi hota,
Har nah ka matlab innkar nahi hota,
Aree kya hua hum usse pa na sake yaaro,
Sirf pane ka matlab pyar nahi hota………ii
Aapke Pyar Mein Payi Hain Ehsi Sajayein,
Ke Khud Ke Saath Mein Ho Gaye Hum Paraye,
Aapne Toh Apne Halaat Bataa Diye Mujhe,
Magar Hum Kiske Saamne Yahan Aansu Bahayein….
Saza Na Do Muje Bekasur Hoon Me,
Tham Lo Mujh Ko Gamon Se Choor
Hoon Me, Teri Doori Ne Kar
Diya Pagal Sa Muje, Or Logon
Ka Kehna He Ke Magroor Hoon Me.
Nange Paanv Fariston Ka Ek Tola,
Aasmaa Se Jamee Par Utarne Laga,
Nange Sar Falak Jadiyan Ars Se,
Aansuon Ke Sitare Girati Rahi,
Ek Khidki Mein Do Aansuon Ka Safar,
Raat Ke Raaston Ki Tarah Kho Gaya,
Narm Mitti Par Girti Huyi Pattiyan,
Sone Waalon Ko Chadrein Udhati Rahin…
मंजिल भी उसकी थी, रास्ता भी उसका था, एक मैं अकेला था, काफिला भी उसका था, साथ – साथ चलने की सोच भी उसकी थी, फ़िर रास्ता बदलने का फ़ैसला भी उसका था ! आज क्योँ अकेला हूँ? दिल सवाल करता है, लोग तो उसके थे पर क्या खुदा भी उसका था !
Main Kisi Aur Se Kya Mangu Mere Mola,
Jab Tu Hi Kuchh Dene Ko Taiyar Nahi Hai,
Sab Ko Hi Bantata Hai Khusiyan Sada,
Kyu Sagar Se Fir Tujhe Kyu Pyar Nahi….