• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Tujhko dekhenge sitare to Zia maange ge Aur Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge Apne kande se dupatta na sarakne dena Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange ge….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Kitaabon Main Phool Rakhna; Kabhi Darakhton Pe Naam Likhna; Humein Bhi Hai Yaad Aaj Tak Woh; Nazar Sey Harf-e-Salaam Likhna!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumhari mohabbat me mai deewani ho gayi hun,na rahi khud ki khabar begani ho gayi hun,chaha tha na karun tum se pyar,magar kambakhat tumhari aashique ho gayi hun,ab to khuda hi jane kya hoga mera,jo is tarah mai tumhari deewani ho gayi hun.,.! neet
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard ko Bhi Dard Hone Laga Dard Khud Hi Mere Ghaao Dhone Laga Dard Ke Liye Main Na Roya Lekin Dard Mujhe Chhu kar Khud Rone Laga..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad na aaye wo tanhai kis kaam ki, Bigde rishte na bane to khudai kis kaam ki, Beshak apni manzil tak jana h, Par jaha se Apne na, Dikhe wo Uchai kis kaam ki.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gam na ho wahan jahan ho fasaana tera, Khushiyan dhoondhati rahen ashiyana tera, Wo waqt hi na aaye jab tu udas ho, Ye duniya bhula na sake muskurana tera…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumhare Gum Bhi Hum Apne Sine Mein Chhupa Lenge Tumhare Aansu Bhi Hum Apni Aankho Se Baha Lenge Bas Ek Baar Tum Humpe Aitbaar Karke Dekh Lo Sanam Khuda Ki Kasam Tumhe Apne Sine Mein Basa Lenge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar tuta to zindgi bikhar jayegi, ye koi zulfe nhi jo har baar sawar jaygi, tham lo hath uska jo tumhe pyar de, warna ye zindgi yuhi intzar me guzar jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chahiye Kuchh Chahne Walon Ki Duayen Bhi, Vakt Ke Hamraah Badlati Hain Hawayen Bhi, Yaar Bichhda Chalo Achha Hua Yeh Toh Jana, Dil Mein Basta Hai Woh Najdik Bina Aaye Bhi, Mahfil Sajti Nahin Mahaj Yun Hawa Pani Se, Koi Toh Aake Rote Bachhon Ko Hansaaye Bhi, Paar Karne Ke Liye Yeh Mout Se Bhari Sadkein, Dekhna Toh Chahiye Tha Usko Dayein Bayein Bhi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Me Tod Leta Agar Wo GULAB Hoti Me Jawab Banta Agar Wo Sawal Hoti Sab Jante Hai Me Nasha Nahi Karta Phir B Pi Leta Agr Wo SHARAB Hoti kk
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mana ke kismat pe mera koyi jor nahi…. Par ye such h ke mohabbat meri kumjor nahi, Us ke dil me, uski yaado me koi aur hai lekin, Meri har saans mein uske siwaa koi aur nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pane Ki Aarzu Me Jiye To They Bahut;
    Aansu Hi Na Nikle Roya To The Bahut;
    Pal Bhar Ke Liye Unhe Aazmaya To Tha Bahut;
    Apna Hi Na Bana Sake Jise Chaha Tha To Bahut!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kashti Behti Hain Kinare Ki Taalash Mein, Log Milte Hain Pyaar Ki Aas Mein, Hum Mil Nahi Sakte Aapse Magar Waqt To Bitate Hain Aapki Yad Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • A chand unhe to fursat nahi hume yaad karne ki.. Hamara to waqt gujrta hai unki fariyad karke.. Wo aaye meri lash pe to kahna.. Abhi soya hai tumhe yaad karke..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har aasunoN mein jo baha vo dard tumhara hai, Humne kiya pyar jo tumse to qasoor humara hai, Dil-e-naadan ghalti kar baethe, Ek bewafa sa dil laga baethe..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe Dard Dekar Woh Chain Paata Hai Bina Aag Ke Hi Woh Mujhe Jala Deta Hai Dard Nahi Hota Mujhe Koi, Woh Jab Mujhe Aansu Dekar Muskura Deta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansuon ke saagar me dil ko doobote hue, tamaam raaten guzar di rote hue, mazak kaisa kiya humse takdeer ne, unhe pa na sake unkhe hote hue..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Dard Jhelne Se Nahi Darte, . . Par Us Dard Ke Khatam Hone Ki Koi Aas To Ho... . . . Dard Chahe Kitna Bhi Dardnaak Ho, . . . Par Dard Dene Wale Ko Uska Ehsaas To Ho...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rulane ko apni kahani kafi Hai, Ishq me char pal ki jindgani kafi Hai, Dubne ke liye samundar ki kya jarurat, Apni palko se tapka wo pani hi kafi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jahan Ke Ufaq Itane Qareeb Na Laiyega. Zakhm-E-Dil Se Na Khoon Bahaiyega. Vo Gayi Hai Ek Nayi Hasti Basane, Us Ke Chale Jane Ko Apna Anjaam Na Banaiyegaaa
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS