Bahoot Door Magar Bahoot
Paas Rehti Ho, Aankho Se
Door Sahi Par Dil Ke Paas
Rehti Ho, Mujhko Sirf Etna
Bata Do Ki Kyaa, Tum Bhi
Mere Bina Udaas Rehti Ho..!!
Yaaro main kabhi shayar na ban paata
Ek alfaaz bhi apne dil se likh nahi paata
Bas zindagi bhar pyar ke madhur geet gata
Gar pyar mera aise mujhe beech majdhaar chodke na jaata.
Sooni Rahon Mein Soone Patte Pade The
Shayad Kisi Ke Kadmon Ka Intezaar Tha Unko,
Band Darwazon Kuch Ehsaas Dafan The
Shayad Kisi Sitamgar Ka Intezaar Tha Unko,
Woh Aaye Kuch Is Tarah Se Meri Kabr Pe ,
Jaise Mere Marne Ka Intezaar Tha Unko…
Jab Niklta Hai Koi Dil Me
Bas Jane Ke Bad, Dard Kitna
Hota Hai Bichhad Jane Ke
Baad, Jo Paas Hota Hai Uski
Kadar Nahi Hoti, Kami Mehsus
Hoti Hai Dur Jane Ke Bad..!!
Ek din rutba MAI bhi dikhauga,Jee bhar ke sab ko MAI bhi rulaunga,Paidal chal rahe honge sare kamine dost mereOr MAI aaram se kandho pe let kar jaunga..
सोचा नहीं अच्छा बुरा...
सोचा नहीं अच्छा बुरा, देखा सुना कुछ भी नहीं;
माँगा ख़ुदा से हर वक़्त तेरे सिवा कुछ भी नहीं;
देखा तुझे चाहा तुझे, सोचा तुझे पूजा तुझे;
मेरी वफ़ा मेरी खता, तेरी खता कुछ भी नहीं;
जिस पर हमारी आँख ने, मोती बिछाये रात भर;
भेजा वही कागज़ उसे, हम ने लिखा कुछ भी नहीं;
और एक शाम की दहलीज़ पर, बैठे रहे वो देर तक;
आँखों से भी बातें बहुत, मुँह से कहा कुछ भी नहीं;
दो-चार दिन की बात है, दिल ख़ाक में मिल जायेगा;
आग पर जब कागज़ रखा, बाकी बचा कुछ भी नहीं।
Itna Pyar Dekar Gayi Ho Har Ghadi Yaad Aayega
Dil Se Dil Ka Rishta Ye Kaise Dil Se Mitaya Jayega
Har Ghadi Hum Karte Hain Jiska Intezar Aane Ka
Khuda Zarur Hume Unse Ek Na Ek Din Milayega.
Kisi aur ki bahon mein rehkar
woh humse wafa ki baat karte hain
yeh kaisi chahat hai yaaro
woh bewafa hain yeh jaankar bhi
hum unhi se mohabbat karte h
Log samajthe hain keh humne tumhe bhula rakha
hain,
Ye nahin jante ke kahin dil mein chupa rakha hain
Dekh na le koi meri aankho mein tasvir tumhari,
Humne apni palko ko is qadar jhuka rakha hain .k
Tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
ik diya hai jo andheron mein jala rakha hai
jit le jaye koi mujhko nasibon vala
zindagi ne mujhe da o pe laga rakha hai
jane kab aaye koi dil mein jhankane vala
is liye main ne gireban ko khula rakha hai
imtehan aur meri zabt ka tum kya loge
main ne dhadakan ko bhi sine mein chupa rakha
haiiiii
Mere dil ka dard kisne dekha hai,
Mujhe bas khuda ne tadapte dekha hai,
Hum tanhai mein baithe rote hain,
Logon ne humein mehfil mein hanste dekha hai...
Mohabbat Aur Kisi Se Bhi Hoti Hai Jamane Mein Dosto,
Jaruri Nahi Ki Hasino Se Hi Pyar Kiya Jata Hai,
Aankhon Aankhon Mein Bhi Ho Jaati Hai Baatein Kai Aksar,
Jaruri Nahi Hamesha Aankhon Se Hi Ajhar Hota Hai….
****
Yun Dil Ko Gud Gudaya Har Gham Jaga Diya,
Usne Hansi Hansi Mein Humko Rula Diya,
Puchha Jo Hamne Kis Or Ab Miloge,
Chutki Mein Ret Lekar Use Uda Diya,
Roshan The Raat Humse Khaime Musafiron Ke,
Din Ke Safar Mein Humko Bhula Diya,
Jab Kagajon Par Dil Ki Kimat Likhi Huyi Thi,
In Deemakon Ko Kisne Pata Bata Diya…
Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch,
Dil Se Nikli Hui Honthon Mein Dabi Baat Na Pooch,
Main Jiske Waste Lad Jaoon Is Khudai Se,
Mujhe Khud Se Hai Pyari Yeh Kiski Zaat Na Pooch,
Wo Kis Ada Se Mere Samne Se Ghuzri Hai Abhi,
Kis Tarha Maine Sambhale Mere Jazbat Na Pooch,
Waqt Jo Badla To Insan Badal Jaata Hai,
Kya Nahi Dikhlate Yeh Gardish-E-Halat Na Pooch,
Woh Kiska Ho Bhi Gayi Aur Mujhe Khabar Na Hui,
Kis Tarha Usne Chhudaya Hai Mujhse Haath Na
Pooch,
neelam name ki ek ladki the hum to payar nahi
karte the magar o mujhse payar karte the hume
bahut bura lagta tha magar o har nahi mani mujhe
tadpa diya pahli,bar kisi ladti ke liye roya mai aajh
tak usi ke bare me sochte rahte hai ab o kabi chat
me aa bhi,jati the aab o nahi aati har din usi chat
par na dekhu to chai nahi aata hai use dekhe hune
8 month ho gaya maine bhi nahi hara main bhi ek
giral friends dundh liya