Dil Tuta Tha Mera Lekin Teri KoiKhata Nahi...
Pyar Chhuta Mera Teri Koi WajahNahi...
Ab Pyar Kare Kisi Se Ye HimmatNahi...
Saath Jo Tu Nahi Ye Teri Wafa Nahi
Jab Talak Saans Hai,Bhukh Hai, Pyas Hai,
Ye Hi Itihaas Hai,Rakh Ke Kaandhe Pe Hall,
Khet Ki Or Chal,
Jo Hua So Hua,
Jo Mara Kyu Mara, Jo Jala Kyu Jala,
Jo Luta Kyu Lutta, Muddton Se Gham Hain,
ek Dard Mujhe jine Nahi Deta,
Dil Sabar Kar jata Hai Mujhe Rone Nahi Deta,
Main Uska Hun Ye Raaz To Wo Jaan Gaye,
Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Sone Nhi Deta.
Raaz Dil Ka Dil Mein Chupate Hai Woh
Samne Aate Hi Nazar Jhukate Hai Woh
Baat Karte Nahi, Ya Hoti Nahi
Par Shukar Hai Jab Bhi Milte Hai Muskurate Hai
Woh
Wo Tum na that ik Khaya the
Meri Soch ka he Kamal tha
Wo Muhabbatien
Wo Chahatein
Wo Uljhanon ka he Jaal tha
Meray Dil main thi jo Ronaqain
Wo Tera e Huns-o-Jamal tha
Jawab Jis ka mila nahi
Wo aisa he ik Sawal tha
Wo Aaj mila to Yun laga
Yehi to Hay Jis INTeZaar thaaa
Koi Toh Hai Jo Chalata Hai Sab,
Chirag Aanko Ke Doonde Woh Rab,
Yeh Aadmi Bhi Ajib Shay Hai,
Pata Nahin Kya Karega Kab Kab,
Kabhi Chalaye Najron Ke Jaadu,
Kabhi Utaye Buton Ke Majhab,
Jab Se Kiya Khoon Usne Bewafa Ka,
Jode Kabutar Ke Dikhte Nahin Ab,
Kisne Banaye Hain Kaayde Yeh,
Gajab Se Gajab Bedab Se Bedab…
Tera Mukkadar,
Mere Mukkadar Se Juda To Nahin,
Tu Bhi Ek Insaan Hai Khuda Toh Nahin,
Kadam Badhaye Ja Too Manjil Ki Taraf,
Rasta Khud Ba Khud Tait Ho Jaayega…
Dard seh kar bhi dil unhe pyar karta h,
Juda hokar bhi unhe hi yaad karta hai,
Diye hai ishq me itne dard-e-gum,
Fir b Unhi ki khusiyo ki fariyad karta h
नाम छोटा है मगर दिल
बडा रखता हु | |
पैसो से उतना अमीर नही हु | |
मगर अपने यारो के गम खरिद ने
की हैसयत रखता हु | | |
मुझे ना हुकुम का ईक्का बनना है
ना रानी का बादशाह । हम जोकर
ही अच्छे हे। जिस के नसीब में आऐंगे
बाज़ी पलट देंगे।
Aansoo Main Na Dhondna Humhein
Hum Dil Main Bass Jayege
Taman Na Ho Agar Milne Ki
To Bhand Aankhon Main Nazar Ayeege
Lamla Lamla Waqt Guzar Jayega
Chand Lamho Main Daman Choot Jayega
Aaj Waqt Mila Hai Do Baate Karlo Humse
Kal Kya Pata Koun Appki Zindagi Main Ajayega
Jane Se Mana Kar Dunga,
Jannat Bhi De Tu Khuda Mujhko,
Koi Aahe Bharta Hai,
Koi Marta Hai Teri Adaao Par,
Nadaa Kuchh To Taras Kha,
Hamaari Khamos Nigaho Par,
Ab Toh Marham Par Bhi Yakin Nara Ha,
Dil Ne Hamare Aise Jakhm Khaye Hain,
Kaise Kare Yakin Khuda Par,
Mana Jise Khuda Usi Ne Naster Chalaye Hain…