Doulat Se Hi Hote Hain Agar Haasil Sabhi Riste,
To Kyu Na Sagar Tu Bhi Ise Pa Ke Dikha De,
Agar Tujh Mein Nahi Himaat Aisa Karne Ki Toh Sun,
Kam Se Kam Yeh Toh Kar Apni Yeh Zindagi Gavan De…
Waqt Aakhiri Hai Teri Dunya Mein Is Dewane Ka
Ho Sakay To Meray Mehboob Ko Ye Batado Yaaro
Suna Hai Aaj Uski Douli is Gali Sy Guzar Jaigi
Meri Mayyat Ko is Rastay Sy Hata Do Yaaro..........!
Na Samjho Ki Hum Mar Gaye Peete Peete
Ki Thoda Sa Hum Jee Gaye Peeta Peete
Nahi Dekha Sathiya Ne Zyada Sharabi
Ki Maikhane Bhi Gaye Peete Peete
Kisi Ne Jo Pucha Kyu Pee Rahe Ho
To Has Kar Keh Diya Bas Pee Gaye Peete Peete
Nasha Ho To Kya Kauf Marne Ka
Ki Hum Kabr Mein Bhi Gaye Peete Peete
Mali Ne Phulo Ko Khas Bnaya,
Phul Ne Khusbu Ko Khas Bnaya,
Khusbu Ne Mohabat Ko Khas Bnaya,
Mohabat Ne Ladki Ko Khas Bnaya,
Or 1 Ladki Ne Kitno Ko Devdas Banaya
टूटे हुए दिलों की...
टूटे हुए दिलों की दुआ मेरे साथ है;
दुनिया तेरी तरफ है ख़ुदा मेरे साथ है;
आवाज़ घुंघरुओं की नहीं है तो क्या हुआ;
सागर के टूटने की सदा मेरे साथ है;
तन्हाई किस को कहते हैं मुझ को पता नहीं;
क्या जाने किस हसीं की दुआ मेरे साथ है;
पैमाना सामने है तो कुछ ग़म नहीं निज़ाम;
अब दर्द-ए-दिल की कोई दवा मेरे साथ है।
Udas nazron main khwab milenge,
Kahin kaante to kahin gulab milenge….
Meri dil ki kitab ko apni nazar se padh kar to dekho,
Kahin aap ki yaad to kahin aap milenge…..
Apne Dil Ke Gham Ab Kisko Sunayein Hum,
Aapke Baad Ab Paas Kisko Bithayein Hum,
Bin Aapke Toh Ab Ek Bhi Pal Nahi Katata,
Padi Hai Saari Umar Bataao Kaise Bitayein Hum…
Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya,
Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya,
Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do,
Usne isi bahane Dil hi jala diya.
Apne Dil Ki Sunn, Afwahon Se Kaam Na Le;
Mujhe Yad Rakh, Beshak Naam Na Le;
Tera Veham Hai Ke Hum Bhool Gaye Tujhe;
Meri Koi Aisi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le!