• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Geele Kagaz ki Tarah Hai Zindagi Apni, Koi Jalata Bhi Nahi Koi Bahata Bhi Nahi, Is Kadar Akele Hai Dilki Raho Me, Koi Satata Bhi Nahi Koi Manata Bhi Nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitabon Me Likha Hai Phool Todna Mana Hai, Baagon Me Likha Hai Phool Todna Mana Hai, Lekin Phoolon Se Keemti Hai Dil, Koi Nahi Kehta Ki Dil Todna Mana Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Haan Yeh Sach Hai Ke Hum Mohabbat Karne Se Darte Hain, Kyunki Yeh Pyar Baad Mein Dil Ko Bahut Tadpata Hai, Apne Chehre Ke Aansu Toh Hum Chhupa Sakte Hain Dosto, Magar Haal E Dil Duniya Ko Maalun Ho Jata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya pata tha mujhe ki wo is tarah bhula degi, Apna bana ke, phir paraya bana degi, Wo aayi zindagi main, ek hasin lamha de gayi, Mere ruthe hue labon pe hasi de gayi. Aaja tu wapas zindagi main meri, Ke maut bhi salli mujhe dhoka de gayiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bade Sahabon Ki Satayi Huyi Yeh Duniya Dulhan Hai Jalayi Huyi, Bhari Dopahar Ka Khil Phool Hai Pasine Mein Ladki Nahayi Huyi, Kiran Phool Ki Pattiyon Mein Dabi Hansi Uske Hoton Par Aayi Huyi,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apne tute hue sapno ka khayal aata hai Har hasrat ke janaje pe malal aata hai Kisi ne pher lee apni nigahe kuyn mujhse Mere labo pe aksar ye sawal aata hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Lakh Achhe Sahi Log Kharb Kehte Hai, Bigde Hua Hum Ko Nawab Kehte Hai, Hum To Aise Badnaam Ho Gye Hai Ke... Paani Bhi Piye To Log Sharab Kehte Hai...!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • mere dard ki intiha na pucho, meri zindagi mei gum bahut hai, jab bhi chaha unhe haal-e-dil sunana, to wo haskar bole ki aaj hum busy bahut hain.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab kabhi yaad aaye to zara sa muskura dena, Zinda rahe to milenge bar-bar sanam, Nahi to har Diwali mere naam ka diya jala dena..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hosh Hai Gum Kya Karein Bhai, Kon Ab Dukhda Hare Bhai, Dal Roti Ki Badi Kimmat, Bhukhe Ab Mare Tab Mare Bhai, Doudte Doudte Halat Hai Kharab, Pet Ke Kuven Na Bhare Bhai, Jinko Mouka Mila Siyasat Ka, Mulk Ka Khet Woh Charein Bhai, Chandani Ka Jo Lutf Dete The, Police Ne Loote Woh Bajre Bhai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itni jaldi daman chhod diya Itni Jaldi vaada tod diya Abhi to zindgi ki saanse thi baki aur aapne abhi se yaad karna chhod diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard kitne hain bata nahi sakta Zakhm kitne hain dikha nhai sakta Ankhon se samjh sako to samjh lo Ansoon gire hain kitne gina nahi sakta…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat karne wale aankhon ki baat samajh lete hain, . Sapne me mil jaaye to mulaqat samajh lete hain, . Rota to aasman bhi hai apne bichde yaar ke liye, . Par log apni khushi ki khatir use barsat samajh lete hain..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh kajal yuhi rahene do, Apne naino k talee, Khubsurat kar deti hai yeh kaajal, Tumhare naino k liye, Nazar se bachayegi yeh kaajal, Tumhari khubsurti k liye, Rehene do yuhi yeh kaajal, Apne naino k liya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jeeta hu tera naam lekar.. marne ka kya anjaam hoga.. mere marne ke baad kafan utha ke dekhna.. Mere hoto pe tera naam hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Vishwas Banke Log Zndgi Me Aate Hain.. Khwab Banke Ankho Me Sama Jate Hain.. Pehle Yakeen Dilaate Hain Ki Wo Hamare Hain.. Fir Na Jane Kyu Wo Badal Jate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Aane Wale Yaad Aaye Ja Rahe Hain; Mere Khyalon Kee Duniya Par Chaye Ja Rahe Hain; Hum Kuch Keh Rahe Hain Par Wo Chup Hain; Bas Mera Khat Padh Kar Muskuraye Ja Rahe Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zakham Ki Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota Hai Dhokhe Ki Baat Nahi Hai Jaane Ehaas Kyon Hota Hai Jante Huye Ki Bewafi Hai Na Jane Phir B Pyar Kyon Hota Ha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS