• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Taqdeer ne thaani hai, Mujhe gum dene ki Un gumon ko main dhoke rahunga Yeh vaada raha har deewar ko phaand kar Main tera hoke hi rahunga.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khula Hai Dar Magar Tera Intezaar Jata Raha, Pyar Toh Hai Magar Aitbaar Jata Raha, Kisi Ki Aankh Mein Masti Toh Aaaj Bhi Wohi Hai, Magar Kabhi Jo Hamein Tha Khumar Jata Raha, Kabhi Jo Seene Mein Ek Aag Thi Woh Sard Huyi, Kabhi Nigah Mein Jo Thi Chingari Jati Rahi,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe Apnana Na Kabhi Tum Yaaro, Mani Bahut Hi Badnaseeb Hun Yaaro, Mere Paas Kuchh Nahi Hai Ghamon Ke Shiwa, Bas Mout Ke Hi Kareeb Hun Yaaro…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rulane ko apni kahani kafi Hai, Ishq me char pal ki jindgani kafi Hai, Dubne ke liye samundar ki kya jarurat, Apni palko se tapka wo pani hi kafi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humne sitaro se likha tha paigaam, Jaan tujhse milta hai rooh ka araam, Usne badle me kaha kuch aisa doston Hum bhul gaye lena Khuda ka bhi naam.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi Shaam Aati Hai Tumhari Yaad Lekar; Koi Shaam Jaati Hai Tumahri Yaad Dekar; Mujhe Toh Uss Shaam Ka Intezaar Hai; Jo Aaye Tume Saath Lekar!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rone Se Palko Par Ashk Reh Jayega, Na Suljhi Ye Baat To Shak Reh Jayega, Agar Aap Bas Gye Kisi Or Ke Dil Me, To Batao Aap Par Hamara Kya Haq Reh Jayega,.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khwaish Thi Dil Ki Dil-E-Yaar Dum Nikle, Maut Aayi To Do Gaz Zameen Na Mil Saki, Aankhe Deedar-E-Yaar Tarshti Reh Gayi, Saanse Thammi Par Aah Bhi Na Nikal Saki…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • कसक प्यार की छुपाये हुए नजरो में उम्मीद बसाये हुए इंतजार में उनके हम बैठे थे और वो चुपके से गुजर गए पल्लू से सर छुपाये हुए
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapke Dil Me Dosti Ke Buniyaad Rkhnge, Khud Ko Qaid Tujh Ko Aazad Rkhnge, Khi Ho Na Jaaye Koi Gushtakhi, Isliye Apna Kadam Hum Tumhare Kadam Ke Baad Rkhnge!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamare Haathon Mein Ek Sakal Chand Jaisi Thi Tumhe Yeh Kaise Batayein Woh Raat Kaisi Thi, Mahak Rahe The Mere Hont Uski Khusbu Se Ajib Aag Thi Bilkul Gulab Jaisi Thi, Isi Mein Sab The Meri Maa Bahan Biwi Bhi Samajh Raha Tha Jise Main Woh Aisi Waisi Thi, Tumhare Ghar Ke Sabhi Raston Ko Kaat Gayi Hamare Haath Mein Koi Lakir Aisi Thi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Nahi pata tha ki zindagi me apsa bhi koi dost aega, Lekin agar khuda ne bakshi jindgi dobara, To aapki ksam vapas ye dil apki hi dosti ko chahega….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har muskan ka matlab pyar nahi hota, Har takraar ka matlab inkaar nai hota Zindagi toh bas chalti rehati h har pal Kya toote dil se phir pyaar nahi hota
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Teri Yaadon Ke Sahare Duniya Mein Rah Lete Hai, Teri Juddai Ka Gam Chupchap Sah Lete Hai, Samjhaya Dilko Yeh Raaz Chupana Hai, Par Aansu Banke Wo Sab Kah Dete Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Baat Muje Bhi Bata Do,Raasta Wo Muze Bhi Dikha Do, Apni Saari YaadoSe Chhutkara Dila Do, Tum Bhoole Ho Jaise Muze, Wo Tarika Muze Bhi Sikha Do...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Anjane me hum apna dil gawa baithe is pyar me kaisa dhoka kar baithe unse kya gila kare bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithe !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Tou Fursaton Se Nikal Kar Humse Milo Kuch Deir Humarey Sath Tou Chalo Karo Mohabat Tou Karo Is Tarha Se Har Taraf Dikho Mujhey Har Taraf Bas Tum Hi Milo.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kbhi to Samajh Humare Jajbat Ko Kabhi To Badal Humare Halat Ko . Yaden hi he jo roj Aati H . Kabhi tu b to taras Humari Mulakat ko.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ki duniya tootne ke baad sab rote the Hum the ki pagalon ki tarah hanste the Yeh hale dil hum kaise sunayeki Takleef na ho unko iss liye akele rote the
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS