• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Rooh ke bina jism abaad na raha. Uske bina kuch yaad na raha. Hum do jism ek jaan the kabhi.. Aaj ushi ke liye koi fariyaad na raha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya, Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya, Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar, Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • दर्द कितना है बता नहीं सकते; ज़ख़्म कितने हैं दिखा नहीं सकते; आँखों से समझ सको तो समझ लो; आँसू गिरे हैं कितने गिना नहीं सकते।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Muskura Rahe Hai Hume Tanha Chod Kar, Kiye Huye Saare Waado Ko Tod Kar. Unke Siva Kahi Dil Lagta Bhi Nahi, Ab Kya Karenge Hum Apne Toote Huye Dil Ko Jod Karrr
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Asuon Ke Chalne Ki Awaz Nehi Hoti Dil Ke Tootne Ki Ahaat Nehin Hoti Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsas To Use Dard Dene Ki Adat Nehin Hoti……
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Sahar Tha Jahan Koi Bhi Na Tha, Hum Lout Aaye Hum Sa Wahan Koi Bhi Na Tha, Lou Ki Tarah Chirag Ka Kaidi Nahin Hu Main, Achha Hua Ke Apna Makaa Koi Bhi Na Tha, Woh Mahfil Ki Jaan Hai Duniya Ke Waste, Mujhse Wahan Mila Hai Jahan Koi Bhi Na Tha, Sannate Aaye Darjon Mein Jhank Kar Chale Gaye, Garmi Ki Chhutiyaa Thi Wahan Koi Bhi Na Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • NAHI PATA THA KI ZINDAGI ME APSA BHI KOI DOST AYEGA, LEKIN AGAR KHUDA NE BAKSI ZINDAGI DOBARA TO APKI KASAM VAPAS YE DIL APKI HI DOSTI CHAHEGE..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyer kya hai bas adhori kahni hai zindgi kya hai bas paresni ki kahni hai hum to us duniy me rehte hai jaha bas bewafae hi bewafae ki kahni hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Naa jane kyu mann me ek khumari si lagti thi, Chahat us bewafa ki mujhe ek bimari si lagti thi, Taye kar hi di khuda ne maut ki tarikh meri ab shayd, Ab to ye zindagi khud me mujhe ek begaari si lagti thi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Majburiyo ko hum ankho me chhupa lete hai , Hum kaha rote hai halaat rula dete hai , Hum to har pal yaad karte hai apko , Par aap yaad na karne ka iljaam laga dete hain.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh Nahi Hota Toh Aur Kya Hota, Kuchh Nahin Hota Toh Kya Hua Hota, Tere Khilaf Nahin Usne Koi Sajish Ki, Aisa Karta Agar Tumko Bhi Toh Laga Hota,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Hai DiL Me Par Iska Ehsaas Nahi Hota, Rota Hai DiL Jab Wo Paas Nahi Hota, Barbaad Ho Gye Hum Unke Pyar Me, Aur Wo Kahte Hai Ki is Tarah Pyar Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tera Khyal Teri Talab Teri Arzoo, Ek bheer Si Lagi ha mary Dil k shaher main, Dunya ki naymtain to yahan destiyab hain, Ek teri hi kami hai maray Dil k shaher main..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Dene Vale Marta Chod Gaye Apnapan Jatane Vale Tanha Chod Gaye Jab Padi Jarurat Hume Apne Humsafar Ki Vo Jo Saath Chalne Vale Apna Rasta Mod Gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab to baarisho me bhi unhe hamari yaad nahi aati... . . . . . . . jo kabhi badlo k garazne se he humse lipat jaya karte the.Loks
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Woh sagar nahi aansoo the mere, Jispar woh kashti chalate rahe. Manzil mile unhe yeh aarzo thi meri, Issliye hum aansoo bahate rahe..iii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamne Na Jana Tha Yeh Aaj Tak Kabhi, Ki Koi Raah Mein Aise Bhi Chhod Deta Hai, Koi Apne Dil Ko Bahlane Ke Baad, Dusre Ke Dil Ko Aise Tod Deta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ♥ MOHABBAT CHORR DI HUM NE ♥ Mohabbat chorr di hum ne.... Ye tum se kah diya kis ne ...,,, K tum bin rah nahi saktay...,,, Ye dukh hum sah nahi saktay... Chalo hum maan laitay hain.. K Tun Bin....... Hum buhat Roye.... kaii raton ko na soye.... Magar afsoos hai JANA... K... ab k tum jo loto ge... Humein Tabdeel Paoo Ge.. Buhat mayoos ho ge tum... Agar tum poochna chaho k ... Aisa kyn kiya hum ne..... To .. sun lo goar se JANA... PURANI IK RAWAYAT TANG AA KAR TORR DI HUM NE..... MOHABBAT CHOR DI HUM NE....!! MOHABBAT CHOR DI HUM NE....!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Hota Nahi Duniya Ko Batane Ke Liye, Har Koi Rota Nahi Ansu Bahane Ke Liye, Ruthne Ka Maja To Tab Hai sweet Jab Koi Apna Ho Manane Ke Liye…..!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Chahat Ka Silsila Hai, Phir Bhi Jisko Chaaha Wo Kahan Mila Hai, Dushmano se Humein Koi Shikayat Nahi, Apno Ne Hi Luta Is Baat Ka Gila Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS