• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Bharosa Ho Agar To Aap Uska Intezar Kiya Karo Har Dard Ko Seh Lo Uske Liye Tum Uske Sb Dukh-Dard Tum Liya Karo Ankho Me Aansoon Na Laana Gam Me Gam Ko Bhulane Ke Liye Tum Bhi Sharaab Piya Karo
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamse Barbaadi Ka Jasan, Manaya Na Jaayega, Hamse Teri Arthi Ka Bojh, Uthaya Na Jayega, Marna Hai Toh Kahin Or Jakar Mar, Hamse Teri Mayyat Ko Dafnay Na Jaayega, Dard Ka Mere Aap Yakin Kare Ya Na Karen, Arj Itni Hai Ke Is Raaj Ki Charcha Na Karen…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मुझे कुछ अफ़सोस नहीं के मेरे पास सब कुछ होना चाहिए था; मै उस वक़्त भी मुस्कुराता था जब मुझे रोना चाहिए था।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • TUM KISEE GAYR KO CHAHO TU MAZA AaJAAYe OR WO TUMSAY KHAFA HO TU MAZA AaJAAYe TU KOE NAAM HATAHYLI PAY LIKHAY MAINHDEE SAY OR WO NAAM MAYRA HO TU MAZA AaJAAYe MAYRAY SHEQWAY TUJAY ACHAY NAHI LAGTAY LAYKIN TUJ KO BE MuJ SAY GELA HO TU MAZA AaJAAYe TUJ KO AHSAS TU HOGA MAYREE BAYCHYNEE KA KOE TUM SAY BE JODA HO TU MAZA AaJAAYe .
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Hi Ke Liye Jeete Hain Aap Hi Ke Liye Marte Hain, Aap Hi Ho Hamare Dilbar Jinse Hum Pyar Karte Hain, Sabse Pyara Hai Mahboob Mera Sabse Nirali Uski Ada Hai, Na Jaane Huyi Kya Humse Khata Jo Aalkal Rahta Hai Khafa…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansu ko samjhaya ki yu na aya karo, Mehfil me mazak na udaya karo. Iss par aansu boli, Mehfil me akele pate hain isliye chale aate hain..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Sanam Ko Ek Baar Mil Jaaiye, Is Ki Mout Ke Aane Se Pahle, Yeh Bhi Ek Baar Dekh Le Zindagi Apni, Is Zindagi Ko Ganvane Se Pahle…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ऐ सनम कभी प्यार मत करना,
    हो जाये तो इंकार मत करना,
    निभा सको तो निभा देना,
    लेकिन किसी की जिंदगी बरबाद मत करना !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unki mohabbat ke abhi nishan baki hain Naam lab par hai aur jaan baki hai kya hua agar dekh kar muh pher lete hain Ye tasalli to hai ki unhe hamari pahchan baki hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • DARD ME KOI MAUSAM PYARA NAHIN HOTA, DIL HO PYASA TO PANI SE GUJARA NAHIN HOTA, DEKHE ZARA KOI BEBSI HAMARI, HUM UNKE HO GAYE JO HAMARA NAHIN HOTA.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Baar Baar Dil Par Jakham Kab Tak Sahun Main, Sah Sahkar Yeh Sitam Kab Tak Chup Rahu Main, Jaante Hain Zamane Waale Mere Halat Sabhi, Chahiye Jakhmon Ki Dawa Yeh Kis Se Kahun Main…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard ko Bhi Dard Hone Laga Dard Khud Hi Mere Ghaao Dhone Laga Dard Ke Liye Main Na Roya Lekin Dard Mujhe Chhu kar Khud Rone Laga..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Vishwas Ban Ke Log Zindagi Me Aate Hai, Khwab Ban Ke Aankho Me Samaa Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Hum Karte Hain Unhe Har Pal, Aur Bas Umka Hi Naam Lete Hain, Ek Unki Khusi Ki Khatir, Apne Sar Par Iljaam Lete Hain, Dekh Dekh Kar Takdeer Ko Apni, Kabhi Hanste Hain Toh Kabhi Rote Hain, Tere Diye Jakhmo Ko Beraham, Hum Apne Asko Se Dhote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mitti Meri Kabar Se Chura Raha Ha Koi Marr Kar Bhe Yaad Aa Raha Ha Koi Ya Khuda Ek Pall Ki Zindgi De De Mujhe Udaas Meri Kabar Se Ja Raha Ha Koiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • AAJ DUR SE KOI SALAM KAR GAYA APNI YADO KA GULAM KAR GAYA APNI ZINDAGI GIRVI RAKH DI THI JISKO AAJ WO HI HUM KO NILAAM KAR GAYA.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Adab Ki Had Mein Hun Main Beadab Nahin Hota, Tumhara Charcha Ab Raat O Din Nahin Hota, Kabhi Kabhi Toh Chhalak Padti Hain Yun Hi Aankhe, Udas Hone Ka Koi Sabab Nahin Hota, Kayi Ameeron Ki Nakamiyan Na Puchh Ki Bas, Garib Hone Ka Ehsaas Ab Nahin Hota,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Aaye Aur Dil Jala Ke Chale Gaye, Is Tarah Pani Me Halchal Macha Ke Chale Gaye, Abhi Aankho Ka Pani Sukha Bhi Nahi Tha, Aur Wo Phir Se Rula Ke Chale Gaye.!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS