Pasina Band Kamre Ki Umas Ka Jajb Hai Usmein
Hamare Touliye Mein Dhoop Ki Khusboo Kahan Hogi,
Kisi Gumnam Pathar Par Bahut Se Naam Likh Doge
Toh Kurbani Hamari Is Tarah Se Javidaan Hogi,
Jamine Toh Meri Apno Ne Sari Ganva Di Hain
Magar Yeh Ek Muthi Khak Khud Apna Nishaa Hogi,
Samander Buddhe Ho Jaayenge Aur Ek Fahisha Machhli
Hamare Shahilon Aur Jamgalon Ki Hukmaran Hogi
दर्द जितना है मेरी निगाहों मे , .
Na de khuda kisi ki raho me , .
.
बिताना चाहते थे जिंदगी जिनकी बांहों म ,
.
Shayad maut bhi na mil payegi unki panaaho me ...
.
.
.
.
.
.
.
.
By-Rahul.singh
Meri Duaon Mein Itna Asar Karde,
Uska Har Gam Mujhko Nazar Kar De.
Mere Dil Se Use Juda Karnataka Hi
Hai To,
Mere Maut Pe Uske Aanchal Ko Mera
Kafan Kar De.
ankho me aansu ki chamak aaj bhi hai
usko mere pyar ki tadap aaj bhi hai
naav me baith kar dhoye the haath usne
samadar me mehendi ki mehak aaj bhi hai
Kyon Staate Ho Hume Begaano Ki Tarhaan,
Kbhi Tho Chaho Chahney Valon Ki Tarhaan,
Hum Mein Thi Kmi Jo Aapko Hum Yad Naa Aaye,
Aap Mein Thi Kuch Baat Jo Hum Aapko Bhul Na Paaye
Ye Nahi Janta Ki Tujh Me Aisha Kya Hai
Tujhey Manta Hu Jyada Aisha Kyu Hai
Mere Har Ek Sawal Ka Javab To Hai
Is Musaphir Duniya Me Mera Rehnuma Tu Hai
Tere Sath Ki Aadat Si Ho Gayi Hai
Jindgi Ko Teri Jarurat Si Ho Gayi Hai
Chhod Naa Dena Jindgi Ki In Rahoo Me Hamey
Abb Tere Saharey Ki Aadat Si Ho Gayi Hai
Majburi me nahi, agar Dil kare to yad karna,
Duniya se fursat mile to bat krna,
Dua hai zamane ki har khushi pao aap,
Fir bhi ankh bhar aye to hume yad krna
Sahar Mein Rahte Huye Hamein Jamana Ho Gaya
Kon Rahta Hai Kahan Kuchh Bhi Bata Sakte Nahi,
Uski Yaadon Se Mahkane Lagta Hai Sara Badan
Pyar Ke Seene Mein Ko Seene Chhupa Sakte Nahi,
Pather Ke Bartano Mein Aansuon Ko Kya Rakhein
Phool Ko Lafjo Ke Gamle Mein Khila Sakte Nahi,
Aadmi Kya Hai Gujrate Vakt Ki Tasveer Hai
Jaane Wale Ko Sada Dekar Bula Sakte Nahi