• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Mere Baad Kidhar Jaayegi Tanhaai, Main Jo Maraa To Mar Jaayegi Tanhai, Main Jab Ro Ro Ke Dariya Ban Jaunga, Us Din Paar Utar Jaayegi Tanhaai, Tanhhai Ko Ghar Se Rukhsat Kar To Do, Socho Kis Ke Ghar Jaayegi Tanhaai, Veerana Hun Aabadi Se Aaya Hun, Dekhegi Toh Dar Jayegi Tanhaai, Yun Aao Ki Paon Ki Bhi Aawaj Na Ho, Shor Huva Toh Mar Jaegi Tanhai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chalo Tum Saath Mat Dena Mujhe beshak Bhula Dena Naye Sapne Saja Lena Naye Rishte Bana Lene… Bhula Dena Sabhi Wadey Sabhi Qasmain, Sabhi Natey Tumhein Jaana Ijazat Hai Jo Dil Chahe Wo Sab Karna.. Mager Ab Tum Kisi Se Bhi Adhora Piyar Na Karna….! only for {mousumi}
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • खो गयी हूँ..इन रास्तो में कही जहाँ से वापसी भी मुमकिन नही ना कोई चेहरा अपना सा लगता है ना कोई रास्ता पहचाना सा
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi Us Bewafa Se Jaa Kar Keh Do.. Is Saal Kisi Aur Ko Apna Shikaar Na Banaye.. Abhi Bhi Hum Uske Kaabil Hain.. Chahe To Fir Mere Paas Laut Aaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyu Darre, Ki Zindgi Me Kya Hoga, Har Waqt Kyu Soche Ki Bas Bura Hoga, Badhte Rahe Bas Manzilo Ki Taraf, Kuch Na Bhi Mila To Kya Tazurba To Naya Hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mana Ki Aaj Hum Akele ReH Gaye, Judai Ke Aasu AkHo Se BeH Gaye, Rote Hue Ko Kon CHup Karayega, Jo CHup Karate THe Wahi Rone Ko KeH Gye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapki Yaad Staye To Dil Kya Kare; Yaad Dil Se Na Jaye To Dil Kya Kare; Socha Tha Sapno Mein Mulaqat Hogi; Magar Neend Hi Na Aaye, To Hum Kya Kare!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • AB TO HUM APKE LIYE AJNABI HO GAYE H, BATO K SILSILE V KAM HO GAYE H, KHUSIYO SE ZYADA HAMARE PAS GUM HO GAYE H, KYA PATA YE WAQT BURA H YA BURE HUM HO GAYE H.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar Ka Raaz Kisi Ko Batayein Kya Zakhm Hi Zakhm Hai Dil me Dikhaye Kya Unka Shaher Hai Unke Hi Log Yahan Kisi Ko Apni Dastasn Sunaye Kya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They, Yun Na Karo Hamse Piney Pilaney Ki Baat, Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab, Utni Hum Paimaney Mein Chod Diya Kartey They..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Humko Aise Mat Dekhiye, Kahin Humko Mohabbat Na Ho Jaaye, Aap Toh Muskura Kar Chale Jaaoge, Is Dil Ko Musibat Na Ho Jaaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ajab Rasam Hai Carah Garon Ki Mehfil Ki, Laga Ke Zakhm, Namak Se Misaj Karte Hain... Ghareeb Shahar Tarasta Hai ik Nawale Ko, Ameer Shehar Ke Kutte Bhi Raaj Karte Hain...!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Saagar Nahi Aansu The Mere, Jis Par Wo Kashti Chalaate Rahe, Manzil Mile Unhe Yeh Aarzu Thi Meri, Is Liye Hum Aansu Bahaate Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo yuhi ruth gaye, sare armaan mere tut gaye. nafrat ka dhong aisa dikhaya, ki wo pathar bankar jine lage, aur hum shisha bankar tut gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Aati Thi Milne Hamse Kabhi Kabhi, Lagta Tha Nahi Hongey Juda Ham Kabhi, Ab Wo Hamari Kahan, Chhod Gayi Hamari Jaan Hamay Yahan, Ab Toh Bas Aati Hai Yaad, Aaati Hai Sapno Mein Kabhi Kabhi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Jurm Hua Hai Hum Se Ek Yaar Bana Baithe Hain; Kuch Apna Sa Us Ko Samajh Kar Sab Raaz Bata Baithe Hain; Phir Us Ke Pyaar Kee Raah Mein Dil-o-Jaan Gawa Baithe Hain; Woh Yaad Bahut Aate Hain Jo Hum Ko Bhula Baithe Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil:heart: Ka Dard Chhupana Kitna Mushkil
    Hai, Toot Kar Fir Muskurana:blush:
    Kitna Mushkil Hai, Door Tak Jab
    Chalo Kisi Ke Sath:couple: Mein Fir
    Tanha Laut Ke Aana:walking: Kitna Mushkil Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad SMS
  • Sardard Jaise Neend Ke Seene Par So Gaya Un Phool Jaise Haathon Ne Matha Jaise Hi Chhua, Ek Ladki Ek Ladke Ke Kandhe Par Soyi Thi Main Uljhi Dhundali Yaado Ke Kohre Mein Kho Gaya, Sannate Aaye Dar Yu Main Jhanka Chale Gaye Garmi Ki Chhutiyan Thi Wahan Koi Bhi Natha, Tahni Gulab Ki Mere Seene Se Lag Gayi Jhatke Ke Sath Kar Ka Rukna Gajab Hua…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Toot Jata Hai Par Khanak Nahi Hoti; Har Dhadkan Roti Hai Par Palak Nahi Roti; Mohabbat Naam Hai Khuda Kee Bandagi Ka; Jo Sharton Pe Mile Woh Mohbbat Nahi Hoti!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Shaam Utri Zindagi Gaane Lagi, Maut Ko Fir Neend Aane Lagi, Fir Kisi Ki Yaad Ka Dipak Jala, Aur Andheri Raat Muskurane Lagi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS