• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Kabhi Hum Tute To Kabhi Khwab Toote Na Jane Kitne Tukdon Mei Armaan Toote Har Tukda Aaina Hai Zindagi Ka Har Aaine Ke Saath Lakhon Jazbat Toote…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khaffa hone se pehle Khata bata dena Rulane se pehle Hasna sikha dena Agar jana ho dur Aapko humse to Jane se pehle Hume akele jena sikha dena.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi Pal Toh Mile Chain Mujhko, Kabhi Toh Khusiyon Ka Paigam Mile, Kya Aayegi Woh Ghadi Jab, Mere Yaar Ka Mujhko Salam Mile….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jis Din Unka Didar Ho Jata Hai. Us Rat Sona Duswar Ho Jata Hai. Marta Hai Koi Hum Par Bhi. Ye Soch kar Aapne AapSe Pyar Ho Jata Hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phir chupke se yaad aa gaya koi, meri aakhon ko phir rulaa gaya koi, kaise uska shukria aada Karen, mujh naachiz ko “shayar ” bana gaya koi.jmj
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tum aaye zindgi me kahani ban kar, Tum aaye zindgi me raat ki chandni ban kar, Basa lete hai jinhe hum aankho me, Wo aksar nikal jate hai aankho se paani ban kar… :(altaf)
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisse Se Mange Dawa Zakhmon Ki Sabhi Ne Chotein Khaain Hai Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To Kisi Ka Sajan Harzaai Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mera Us Se Wada Tha Ghar Rahne Ka, Apni Chhat Ke Niche Sukh Dukh Sahne Ka, Baaris Baaris Kachhi Kabr Ka Dhulna Hai, Jaan Leva Ehsaas Akela Rahne Ka, Ab Ke Aansu Aankhon Se Dil Mein Utre, Rukh Badla Dariya Ne Kaisa Bahne Ka, Jagmag Jagmag Hire Jaisi Aankho Mein, Ek Ajib Gubar Haweli Dahne Ka…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aansuon ki likhawat ko tum padh na sakoge Gile kagaz pe tum kuch likh na sakoge Yaad aayegi tumko hamari ye baatein Jab khokar tum hame paa na sakoge
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ज़िक्र अक्सर तेरा ही आता हैं हर अफ़साने में; तुझे जान से ज्यादा चाहा हमने ज़माने में; तन्हाई में तेरा ही सहारा मिला; नाकाम रहे तुझे अक्सर हम भुलाने में।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil m lagi aag ko hum sehte h sirf yadon k sath hm khush rehte h lhun se to humari b aankhe bhigti h phir b sineme badh rahe dard ko hum palte he.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humne Kab Us Se Mulaqat Ka Wada Chaha, Door Reh K To Aur Bhi Zyada Chaha, Yaad Ati He Muje Or B Shiddat Se Uski Bhol Jane Ka Jab Bhi Irada Chaha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saath Chhod Doge Aap Hamara, Aisa Toh Hamara Ikrar Nahi Tha, Log Uthayein Hamari Dosti Par Ungali, Aisa Toh Hamara Pyar Nahi Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bikhri hui zulfoon ko apni pehchaan bana lo, Rakhna hai mujhe qaid to zanjeer bana lo, Kagaz pe lakerien to bahut khench le tumne, Ab sab ko mila kar meri tasveer bana lo.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Thak gaye hum unka intjar karte karte, Roye khuda se takrar karte karte. Par do labz unki juba se na nikle, Aur hum tut gaye ak tarfa pyar karte karte.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khush Rahein Bas Aap Hamesha, Dil Se Hum Fariyaad Karte Hain, Aap Humko Bhale Bhol Chuke Ho, Magar Hum Aapko Yaad Karte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Badi Mushkil Se Bane Hu Toot Jane Ke Baad, Mai Aaj Bhi
    ro Deti Hu Muskurane Ke Baad, Tujhse Mohabbat Thi
    mujhe Beintiha, Lekin Aksar Ye Mehsus Hua Tere Jane
    ke Baad, Ab Tak Dhundh Rahe Hu Apne Andar Ke Us Shaks Ko,
    Jo Nazar Se Kho Gaya Hai Nazar Aane Ke Baad….!!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad SMS
  • Aankhon ko neend ab satati nahi. Teri yaad ab kabhi rulati nahi. Agar bhul sakta tujhe mere SANAM... Teri Parchhai ab mujhe bulati nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ban Ke Ik Saya Wo Meri Zindagi Me Aaya Na Jaane Kaun, Aaya Kaha Se Thaa ? Aahat Se Uski Mujhe Hone Lagi Thi Wahshat, Par Woh Mujh Ko Paigham-E-Mohabbat De Gaya Tha Dil Mein Uthi Tadap, Us Ki Sakhawat Dili Ki Wajah Se Aur Aisa Nasha Hua, Jo Ki Jaavedaa Tha Us Ke Aane Say Jo Is Dil Main Roshni Hui Hai Ab Warna To Is Dil Mein Koi Taara Bhi Na Chamka Tha Dekha Jab Sab Ne, Meri Aankho Main Us Ka Chehra Sab Ko Laga Aaj Wo Mujhey Apni Dulhan Bana Gaya Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Panchi keh rahe hai ki hum chaman chod denge, Aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge, Agar tere ishq mein mai mar bhi jau ae sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chod denge !!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS