• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • कौन होता है दोस्त? दोस्त वो जो बिन बुलाये आये, बेवजह सर खाए, जेब खाली करवाए, कभी सताए, कभी रुलाये, मगर हमेशा साथ निभाए..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • DiL Lagi Dosto Ke Naam Hoti Hai, DiLdaari Dosto Ki Shaan Hoti Hai, Kahi Bhi Raho Mgr Rahoge DiL Ke Paas, Yahi Sachi Dosti Ki Pehchan Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Doston ki judai ka gam na krna,Dur rahein to bhi dosti kam na karna,Agar mile zindagi ke kisi mod par, To hame Dekhkar aankhein band na karna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Har Din Ye DiL AkeLa Hota Hai, Har Ek PaL Uske Bina Adhura Hota Hai Koi Yaad Karta Hai Koi Bhula Deta Hai, Pr Har Ek FRND Zaroori Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Woh Dil, Dil Nahi Hota Jis Mein Pyar Nahi Hota Woh Pyar, Pyar Nahi Hota Joh Chahat Mein Bekarar Nahi Hota Thoda Tadapna, Thoda Machalna Toh Hai Mohabbat Ki Ada Joh Inn Raahoon Se Na Guzre Woh Yaar, Yaar Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Aap Nhi To Jindagi Me Kya Rah Jayega Dur Tak Tanhaiyon Ka Silsila Rah Jayega Har Kadam Par Saath Chalna Mere Dost Varna Aapka Ye Dost Akelaa Rah Jayega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Yoon Aaino Se Kab Talak Tum DilBehlaoge, Jab Andhera Hoga Khud Ko TumTanha Paoge, Kiya Jo Mujh Par Ehsaan MujhseDosti Karke, Kasam Se Ab Tum Umar-bharTanhai Ko Taras Jaoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Naaraz Hokar Zindagi Se Nataa Nahi Todte, Mushkil Ho Raah Phir B Manzil Nahi Chhodte, Tanha Na Samajana Khud ko Kabhi, Hum Unme Se Hai Jo Kabhi Sath Nahi Chhodte..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ter@ Yeh B@yan Krn@ K@ Anda@z Bh! Ky@ Kha@$ H@! H@r N@gmey Me!n B@dalta,Tere L@fzon K@ Ehsa@$ H@!, Yeh j@adu $!kha Kh!n $ey, Y@ L@fzon K! K@h!$h H@!, P@r Jo Bh! H@! Y@ar, !$h 2st Ko Tho Lgta Z@kk@$ H@!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Woh ZINDAGI he kya jis mein FRIENDSHIP nahi. Woh FRIENDSHIP he kya jis mein YAADEIN nahi. Woh YAADEIN he kya jis mein TUM nahi.. Woh TUM he kya jis kay saath HUM nahin,.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi Ke Liye Jaan Zarori Hai Jeene Ke Liye Arman Zarori Hai, Hamare Pass Chahe Kitna Gum Hoo, Bus Dost Ke Chehre Per Muskan Jaorori Hai. by-Sonu Arya
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi lehere thi, aap saahil huye na jaane kaise hum aapki dosti ke kabil huye na bhulenge hum uss haseen pal ko jab aap hamari choti si duniya mein shamil huye…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kuch meethe pal yaad aate hain Palko par aasoo chod jate hain Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti, ishq pe hi zindagi katam nahi hoti, Agar sath ho zindagi me achche Dost ka, To zindagi kisi jannat se kam nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti... Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti… Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, . Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • DOSTI KI KADAR KARTE HAI HUM AASMAN MEIN SITARE HAI JITNE YAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLO BAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNE
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, sweet Ise bas nibhana mushkil hota hai..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Doston Ki Dosti Yaaron Ka Pyar Laata Hai Zindagi Mei Khusiyan Hazaar Wo Saath Haun To Kya Hai Baat Masti Aur Dhoom Ki Ho Suruaat Aksar Hum Waqt Tanha Bitate Hain Career Ke Liye Unhe Bhool Jaate Hain Wahi Pal To Dosti Ka Ehsaas Dilaate Hain Aanken Nam Aur Hoton Pe Hansi Saath Laate Hain Waqt Dekhte Hi Dekhte Gujar Jata Hai Kabhi Kabhi Hamein Unse Milata Hai Milte Hai Wo To Hum Jee Bharkar Muskurate Hain Lagate Hain Gale To Sab Kuch Bhool Jaate Hain Yeh Zindagi Bhi Kabhi Bewafa Si Lagti Hai Khushi Milti Hai Phir Bicharti Hai Doston Ki Dosti Kuch Aisa Asar Karti Hai Usme Hi To Yeh Zindagi Sanwarti Hai Doston Ki Dosti Yaaron Ka Pyaar Lata Hai Zindagi Mei Khusiyan Hazaar Wo Saath Haun To Kya Hai Baat Masti Aur Dhoom Ki Ho Suruaat…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS