Birthday Koi Wish Nahi Karta,
.
.
.
.
.
.
.
.
Par
Result Ke
Time Pe Dada Ki Mausi Ki Beti Ke
Husband Ki Behan Ka Phone Aa
Jata Hai.!!!
Agree Thoko Like
Wo to zindagi ki kashmkash me thoda ulaz gaye hai..
..
..
..
Dosto
..
..
..
Warna ham to unmese hai jo dushmano ko bhi akekla mahesus nahi hone dete...
..
Faansle hote huye bhi manzil vahi rahegi
Faansle hote huye bhi dostana vahi rahega
Bahot mushkil he ye safar zindagi ka,
Agar apka sath hoga to ehsaas vahi rahega
किसी रोज़ याद न कर पाऊँ तो खुदग़रज़ ना समझ
लेना दोस्तों
दरअसल छोटी सी इस उम्र मैं परेशानियां बहुत
हैं...!!
: मैं भूला नहीं हूँ किसी को...
मेरे बहुत कम दोस्त है ज़माने में .........
बस थोड़ी जिंदगी उलझी पड़ी है .....
2 वक़्त की रोटी कमाने में। ....
Khuda ne dost ko dost se milaaya,
Doston ke liye dosti ka rishta banaaya,
Phir khuda ne farmaya,
Dosti rahegi uksi kayam,
jisne dosti ko dil se nibhaaya
Aap ki dosti pe naaz hain humein,
Kal tha jitna bharosa utna hi aaj hai hme
Dost woh nahi jo khushi mein saath de,
Dost whi h jo hr pl apnepan ka ehsaas de.
Aapka rishta hamare suroon ka saaz hai,
Aap jaise apno par hamein naaz hai,
Chahe kuch bhi ho jaaye zindagi mein,
Ye rishta kal bhi waisa hi rahega jaisa aj hai
Aapki Dosti Main Khud Ko,
Mahfuz Mante Hai,
Hum Dosto Main Aapko,
Sabse Aziz Mante Hai,
Aapki Dosti Ka Saaya Hi Hai,
Jise Hum Khuda Ka Taweez Mante Hai.
::::~:::: Jai Shree Krishna ::::~::::
Dost Na Samjha Kya Hua, Dushman Hi Sahi,
Hum, Dushmani Bhi, Unko Nibhakar Dikhayenge,
Unhone Jo Manga Hai, Hamare Pyar Ke Badle,
Aap Dekhna, Hum Jaan Bhi Unko De Jaayenge…
Ye Dosti Chiraag Hai
Jalaye Rakhna.. Ye Dosti
Khushbo Hai Mahkaye
Rakhna.. Ham Rahenge Aapke
Dil Me Dost.. Hamesa Thodi
Si Jagah Bachaye Rakhna..
|_)€/