LAW OF FRNDSHP :-
Nvr make ur frndz feel lonely while u r on d earth..
Dstrb dem as much as u cn..
Let dem feel ur presnce!!
Show dem dat- U R DAMM ALIVE!
Yeh Sach Nahi Hai Eh Mere Ajij Dost,
Ki Humne Kabhi Bhi Yahan Pyar Nahi Kiya,
Pyar Toh Humne Bhi Kiya Tha Kisi Se Magar,
Yeh Sach Ahi Ki Kabhi Ijhaar Nahi Kiya…
Pani Na Ho To Nadiyan Kis Kam Ki
Aansu Na Ho To Aankhen Kis Kam Ki
Dil Na Ho To Dhadkan Kis Kam Ki
Agar Main Apko Yaad Na Karun To
Hamari Yeh Dosti Kis Kam Ki…
khush rahana hi khushi nahi hoti,
Umar bitana hi jindgi nahi hoti,
jaan se bhi jyaada khayal rakhna padta hai dost ka,
kyo ki dost kahana hi dosti nahi hoti.
लौट जाती है दुनिया गम हमारा देख कर;
जैसे लौट जाती हैं लहरें किनारा देखकर;
तुम कंधा ना देना मेरे जनाज़े को;
कहीं फिर से ज़िंदा ना हो जाऊँ तेरा सहारा देखकर।
Dosti ki hai nibhani to padhegi,
Jo baat dabi hai dil mein wo jatani to padhegi hi,
Kehte hain dosti ki dor badi pakki hoti hai,
Aayegi ghadi to ye baat bhi aajmani to padhegi hi..
Dosti karke koi jataye ye jaruri to nhi,
Yad karke koi bataye ye jaruri to nhi,
Rone wale to dil mehi ro lete h,
Aakho me aansu aye ye jaruri to nhi.
Täbish fuzail
Dangours frnds
ek din me late ghar aya to papa ne
puch : kha tha tu
mene kha frnd ke ghar par
tb papa ne mere samne hi mere
frnds ko phone kiya
4frnds : ha uncle yahi par tha
2 frnds : ucle just abhi nikla h
3 frnds : ha uncle yahi par h padh
rha h
phone dun kya??
1ne to hud kar di
1 frnd : ha papa kya hua
dekha frnds kaise hota h.....Dinesh
School Ki Dosti 10th Tak , College Ki Dosti Final Year Tak , Love Ki Dosti Shadi Tak , Hamari Dosti 30 Feb Tak ..... Na Kabhi 30 Feb aayegi Na Kabhi Hamari Dosti Ka End Hoga .