Hamein Jeene Nahi Deti Hai Ye
Gujri Hui Yaaden ,
Hum se Bhooli Nahi Jaati Hain
Ye Beeti Hui Baaten ,
Ab Kaise Kahen Tumse Hum
Dost Teri Baaten , Hamein Har Pal Yaad Dilati Hai
Teri Har Choti-Choti Baaten..
Teri Ulfat Kabhi Nakaam Na Hone Denge;
Teri Dost Kabhi Badnaam Na Hone Denge;
Meri Zindagi Me Khushiyo Ka Suraj Nikle Ya Na Nikle;
Teri Zindagi Me Kabhi Sham Na Hone Denge!!!
Dosti Ke Waade Ko Yuhi Nibhate
Rahenge,
Hum Har Waqt Apko Satate-manate
Rahenge.
Mar Bhi Jayein To Kya Gam Hai
Hum Aansu Bankar Aapki Ankhon Me
Aate Rahenge
Another MOON ? ………..Possible
Another SUN ? …………..Possible
Another SKY ? …………….Possible
Another Friend Like U ? ………Impossible
‘coz GOD can’t make the same MISTAKE twice
Sweet
Deep to andhi mei bhi jala karte hain,
phool to kanton mei bhi khila karte hain,
kitne khusnaseeb hota hain wo
jinhe aap jaise pyare dost mila karte hain.
दर्द ज़ाहिर कभी करने नहीं देता मुझको
अश्क आंखों में भी भरने नहीं देता मुझको
जानता हूँ, कि मैं अब टूट चुका हूँ लेकिन
वो तो इक शख्स बिखरने नहीं देता मुझको !
1 Khubsurat sa CHEHRA,
1 Sacchi MUSKAN,
1 Masoom sa DIL,
Har Gam se ANJAN,
dosto pe VISHVAS,
AUR Apno Ki JAAN,
Yahi to hai…
SACCHI DOSTI ki Khas Pehchan
Dost ki yaad se badi koi dolot nahin hoti,
Sath rehna hi dost ki jarurat nahin hoti,
Duriyan kardeti ha yado ko jinda,
Warna yadon ki koi kimat nahin hoti.
Labo Ki Hanshi Aapke Naam Kar
Denge, Hr Khushi Aap Pe Kurbaan
Kr Denge, Koi Kami Lge Meri
Dosti Me To Bata Dena, Us Din
Zindagi Ko Aakhri Slaam Kr Denge,