Doston Ke Liye Mai Dillagi Bhula
Dun, Doston Ki Khusi Ke Liye Apni
Khushi Bhula Dun, Mere Dost Hai
Meri Zindagi Se Badh Kar. Dosti
Ki Khatir Mai Zindagi Bhula Dun.
Bus ik zara khayal is dosti ka tha,
Warna bohat gila teri berukhi ka tha,
Mujhko laga mai b teri zindgi men hoon,
Per ye to koi dhoka meri saadgi ka tha…
dosti sachchi ho to waqt ruk jata he
aasma lakh uncha ho magar zuk jata he
dosti me duniya lakh bane rukawt
agr dosti sachchi ho to khuda b zuk jata he
kasamkhan
teri yad dil se jane nahi denge,
tere jesa dost khone bhi nahi denge,
sharafat se roz sms kia karo warna,
ek kaan k niche denge or rone bhi nahie denge.
आग लगी थी. .
मेरे घर में
सब जानने वाले आये, हाल पुछा और चले गये
एक सच्चे दोस्त ने पूछा -:
"क्या क्या बचा है. . ? ?".
मैने कहा -:
कुछ नहीं "सीर्फ मैं बच गया हूँ. . ! !
".उसने गले लगाकर कहा -:
साले ! "फिर जला ही क्या है।
Dil me pyari si muskan banaye rakhna,
kuch na ho to bhi yadon ko sajaye rakhna,
chahe na ho baat karne ke silsile,
to bhi ye pyari dosti banaye rakhna...
Hum Se Puchho Kya Hota Hai Pal Pal Bitaana,
Bahut Muskil Hota Hai Dil Ko Samjhana,
Yaar Zindagi Toh Beet Jaayegi,
Bas Muskil Hota Hai Kuchh Dosto Ko Bhool Jaana…
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai
When clouds break rain falls.
When coconut break water falls.
when love break tears falls
but
when friendship break life falls
so never break friendship.
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz Nahi Khiltay
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi Nahin Siltay
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain
Hum Wo Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay..
Dosti Ek Dil Ka Naata He,
Jo Badi Ibaadat Se Nibhaya
Jata He, Isme Duriya Ho
To Koi Parwah Nahi, Kyunki
Dosto Ko Aankho Me Nahi,
Dil Me Basaya Jata He..