• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Teri dosti hame apni jaan se bhi pyari hai, Jo kisi aur ke paas nahi wo yaari hamari hai, Shukra hai us pal ka jab aaye tum hamari zindagi mein, Tumhe kabhi jaane nahi denge, ye zidd ab hamari hai...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • An insincere and evil friend is more to be feared than a wild beast; a wild beast may wound your body, but an evil friend will wound your mind.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • कौन होता है दोस्त? दोस्त वो जो बिन बुलाये आये, बेवजह सर खाए, जेब खाली करवाए, कभी सताए, कभी रुलाये, मगर हमेशा साथ निभाए.. Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • 1 Khubsurat sa CheRa 1 Sacchi MusKaAn 1 Masum sa DiL Hr gum se Anjan Khud pe Vishwas Apno Ki Jaan yahi to hai Is Sweet se Dost ki pehchan.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dooriyon Se Fark Nahi Padta, Baat To Dilon Ki Nazdikion Se Hoti Hai, Dosti Aap Jaise Kuchh Khaas Logo Se Hai, Varna Mulaqat To Roj Jane Kitno Se Hoti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Na Chupana Koi Baat DiL Main Ho Agar, Rakhna Thorra Bharosa Hum Par, Hum Nibhaye Ge Dosti Ka Rishta Iss Qadar, Ke Bhulane Par Bhi Na Bhula Pao Ge Zindagi Bhar..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zamanay sai kab ke guzar gaye hotay, thokar na lagi hote bach gaye hotay, bandhey the bas teri dosti je dhaag mai warna kab ke bikhar gaye hotay...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Marne k baad hamare nasib me mohabbat ho na ho, Ye hawa ye fiza ho na ho, Arey dost zinda h tab-tak sms bhejte raho, Kya pta hmari kabr pe network ho na ho....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Log Puchhate He Aksar Mere Mohabbat K Kisse, Esa Nahi Hai Ki Hamane Mohbbat Nahi Ki Magar E Dost, Itni Siddat Se Ki Wo Yaad Raha Sab Bhul Gae…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Duniya Me 2 Type Ke Dost Hai. Ek Dost PYARA Hota Hai, Dusra BAHUT PYARA Hota Hai. PYARE Dost Ne SMS Bheja Hai...Or BAHUT PYARA DOST SMS PADH RAHA Hai."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • (ehsas) aapki dosti ka, (yakeen) aapki baton ka, (kadar) aapke naam ki, (fakhar) aap jese dost ka, (intizar) aap k sms ka.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Chand ke pass sitare bahut he,, Par sitaro ke pass chand ek hi he,,. Hamare jaise dost aapke pass bahut he,, Lekin aapke jaisa dost hamare pass ek hi he Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Apni zindagi me mujhe khari shamjhna koi gam aaye to karib shamjhna de denge muskurahat aanson ke badle hazrron dosto me aziz samjhna
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Itna pyaar paya hai aap se, Uss se zyada pane ko jee chahta hai, Najane woh kaun si khobi hai aap mein, Ki aap se dosti nibhane ko jee chahta hai…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Yeh Dard Ke Tukre Hain, Ashaar Nahi Saaghar Hum Kaanch Ke Dhaage Mai Zakhmon Ko Pirotey Hain.. ` Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho Meri Ragon Mai Zehr Judaai Ka Utarta Dekho Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mai Sisakta Dekho..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dukkho Nei" 1tu Kosto Ache. , Valobasha Nei" 1tu Asha Ache. , Oviman Nei" 1tu Rag Ache. , Lover Nei" But Onek Friend To Ache. I Miss My Sweet Friend..!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dard hota nahi dunya ko dikhane ke liye, Har koi rota nahi ansoo bahane ke liye, Rothne ka maza tab aata hai jab, Aap jaisa dost ho manane ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Friendship diary: 1:-Name_____________, 2:-Nick name__________ 3-Date of birth_________ 4-Education__________ 5-Koi aachi aadat__________ 6-Koi buri aadat_________ 7-Pasandeda colour______ 8-Pasandeda dish_________ 9-Pasandeda rishta_______ 10-Mujh se dosti ki wajah___________ 11-Lover name________ 12-Best friend name___________ Replay with truth. Plz reply i am waiting...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Hum doston ko bhulte nahi hain, Magar yeh baat jatate nahi hain… Doston ko hamesha rakhte hain yaad, Hum bhulne ke liye dost banate nahi hain…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Na kar yaki tu mere akhatiyar me aakar har chehra hasi hota sitamgar se pehle Gairo se sitam mile apno se zakham na gairo ke ho sake aur na apno ke ham Duniya ki jhoothi raho par kya jeena hai is bharm se thoda-2 sach se marna hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS