PATHAR KI YEH DUNIYA JAZBAT NAHI SAMAJHTI
DIL ME HAI JO WOH BAT NAHI SAMAJHTI
TANHA TOH CHAND BHI HAI SITARON KE BEECH
MAGAR CHAND KA DARD BEWAFA RAAT NAHI SAMAJHTI”
Girl – “तुम क्या काम करते हो ?” Boy – “Hindustan Times में Job करता था लेकिन अभी छोड़ दिया …” Girl- “छोड़ क्यूँ दिया ? HT कितनी अच्छी कंपनी तोहै ?” Boy– “अब इतनी बारीश में कौन सुबह-सुबह अखबार बांटने जाए …!!!”:relaxed::relaxed::relaxed:
1budha Budhiya Ko Ghur Raha Tha.
Budhiya Use Galiya Dene Lagi.
1ladka Aya Bola- Kya Hua?
Budha- Kuch Nahi Beta,
Purana Calender Hai
Hawa Se Fadfada Raha H...
Warning:
Agar aap mujhe bhule to upar wala aapko
lalu ki akal,
mayawati ki shakl,
mulayam ki jawani,
kalaam ke baal aur
atal ki chal de..
Ab bhula k dekho.
Boy: Ro Kyu Rahi Ho.?
Girl: Mere Marks Bahut Kam Aaye Hai,
Boy: Kitne Aaye Hai.?
Girl: Sirf 88%
Boy: Khuda Ka Khof Kar Zalim,
itne Me To 2 Ladke Pass Ho Jate Hai.
Log kahte hai pyar itna mat karo ki girlfriend sar pe sawar ho jaye
par me kahta hu ki pyar itana girlfriend to kya uski saheli bhi apke sath farar ho jaye.
Rahul lovewanshi dharola
Duniya Mein aik Snake Aisa hai
Jo Har Second Mein 0.5 Centimeter
Badhta hai
aur agar wo apna
munh apne jism k kisi bhi hissay
ko touch kar le
to foran mar jata hai
ye duniya ka sabse zehrela snake
hai
jo apny zehar se khud marta he....
Aur
Ye Snake
"Nokia" Ke 1100 mobile ki"Games"
Mein Paya jata he
Goar....Se
Padhne Ka Shukria
Achchi Baat To Sabko Achchi Lagti Hai,
Lekin Jab Tumhe Kisi Ki Buri Baat Bhi .
Buri Na Lage To Samjho..
.
.
.
.
Kya Bolu
.
.
.
.
.
.
.
Tumhe Zalil Hone Ki Adat Ho Gayi Hai
Break Up K 1 Month Baad woh Mere Pass Aake Boli . . . . Tumhe Pyar Karne Ki Saza Do Mujhe . . . . . . . . Maine Bhi Uske Papa Ke Pass Jaa Ke sab Kuch Bata Diya.. . kasam Se Bahot Piti Yaaro :p :D:relaxed::relaxed::relaxed:
Shahar Ka Ladka Gaon Ki Ladki Patata Hai .. . . . Ladka : Tmko Whatsapp Chalana Aata Hai ?? . . . Ladki : Nhi Par Tum Chalana Me Pich Beth Jaungi . :relaxed::relaxed::relaxed:
बीवी : सुनो जी, जब हमारी नई-नई शादी हुई थी
और मैं खाना बनाकर लाती थी तो तुम खुद कम
खाते थे, मुझे ज्यादा खिलाते थे।
.
.
छगन : तो?
बीवी : तो अब ऐसा क्यों नहीं करते?
.
.
छगन : अब तुम खाना ठीक बनाने लगी हो
Qatil haseena ki qatil angreji...
.
.
He :- hiiiiii....
.
she:- How are you?
.
He:- I m fine,thank you. :)
.
She :- Maine puchha,how are you?
.
He:- I replied na.. M fine. :)
.
She :- ek to tum logo ka angrezi ka problem
bahut
hai upar se aa gaye fb pe chat karne...
Maine puchha How are you?? Matlab tum kaun
ho?
.
.
He :- Didi,bas apna chhota bhai samjho. .