Dil me basne wale sabse
Kharab kirayedar hote hain...
1 - Dil pe kabza kar lena
2 - Rent bhi nahi dete
3 - Khali bhi nahi karte
4 - Jab jate hain to Dil tod ke jate hain.
Wife:Bht pyar sey
"Suniye! aj meri birthday ha,
Mujhy koi Mehngi C Cheez Ley K Dain Naa Plz"
Hsbnd: Chalo Tm
Tayyar Ho Jao,
"Hm Cheeni Lenay Chaltey Hy".
hum nhi jeet sake unse,
wo aisi shart lagane lage,
pyari si aankho ko meri aankho se lagane lage,
hum shayad jeet bhi jate
par palak humne tab jhapkaai,
jab unki palko se aansu aane lage..
Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka,
kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai...
Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari,
Har ek khush rahe ye hasrat hai hamari,
Koi hum ko yaad kare ya na kare,
Har ek ko yaad karna aadat hai hamari.
Kuch bewakuf sms ki 1 line padte hain
Kuch bewakuf 2 line padte hain
Kuch bewakuf adha sms padte hain
Aapne to BEWAKUFI ki had kardi
Abtak padh raheho!
Boy : Tum Ladkiya Itani Khubsurat Q Hoti Ho ? Girl :qki, God Ne Hamko Apne Hath Se Banaya Hai. Boy : Sali Bol To Aise Rahi Hai Jaise Ki Hamko Net Se Download Kiya Hai. :P :P:relaxed::relaxed::relaxed: -Msh.
Kanjoos Ke Roop Mein aapko
Yaad Kiya Jayega..
Kanjoosi Ka aapko award Diya
Jayega..
Bhool Se Koi SMS Ya Call Na Kar
Dena.. Varna Ye award aapse Chheen
Liya Jayega.. Sagarr Se7en575
Petrol Pump Se 21 Km Doorfauji
Truck Ka Ptrol Khatm Ho Gya..
Pappu Driver Ne Major Ko Btaya Ke
Ptrol Pump Tak Dhakka Lagana Padega..
Sab Nichey Utar Kar Dhakkalagane Lage..
Kafi Der Baad Pump Par Pahuch Gaye..
Kuch Jawan Behosh Ho Gaye..
Pappu Ne Petrol Dlwana Shuru Kiya To
Major Ne Kaha K Piche Jo Drum Hai,
Us Me B Dalwa Lo..
Pappu:" Wo To Full Hai, Emrgency K
Liye Rakha Hai.
एक बुढ़िया सिनेमा हाल में कोल्ड-ड्रिंक की बोतल लेके बैठी थी। कभी 15 मिनट में मुँह को लगाती, तो कभी 20 मिनट में।
यह देखकर पास बैठे सरदार को गुस्सा आ गया। उसने बुढ़िया से बोतल छीनी और पूरी एक घूट में पीकर बोला: ऐसे पीते हैं।
बुढ़िया: पर बेटा मैं तो पान थूक रही थी....;)
Boy:" Mein Tumhey Bangla Dilaonga,
Car Dilaonga,
Gold Ke Dher Laga Dunga...
.
.
Girl:" Accha Ye Batao Shaam Ko Park Aao Gey Kya ??
.
.
.
.
.
Boy:" Haan Agar Dost Ney Bike De Di To... :P :D