अनजान अपने आप से वह शख्स रह गया..
जिसने उमर गुज़ार दी औरों की फ़िक्र में..
2. तुम हज़ार बार भी रुठोगे तो मना लूंगी तुमको मगर,
शर्त ये है कि मेरे हिस्से की मुहब्बत में शामिल कोई दूसरा ना हो..
PM To Secretary- Jab Se Me PM Bana Hu Meri Maa Ko Hichki Bahut Aati Hai. . Secretary- Actualy Sir, Petrol Ke Daam Badhne Se Log Aapki Maa Ko Bahut Yaad Karte Hai.:relaxed::relaxed::relaxed:
mohobbat ke bhi kuch raaj hote hai.
jagti aakho me bhi khwaab hote hai.
jaruri nahi ki aashu gam me aaye.
muskurati aakho me bhi aashuo ka sailab hota hai.
Kanjoos Ke Roop Mein aapko
Yaad Kiya Jayega..
Kanjoosi Ka aapko award Diya
Jayega..
Bhool Se Koi SMS Ya Call Na Kar
Dena.. Varna Ye award aapse Chheen
Liya Jayega.. Sagarr Se7en575
Boy : Aaj Raat Me Ghar Aana Koi Nai
Hoga
.
Girl (Romantic Hokr) : Raat Bhar
Akele
Honge
Hm Dono
.
Boy : Haan Poori Raat
.
Girl : To Poori Raat Hum-Tum Akele
Ghar
Me
Karege Kya ???
.
.
.
Most romantic reply by the boy :
dono mil
k ludo khelenge..or kya..
Moral - Har Ladka kmina nhi hota
1 admi k ghar k samne gadha mara parha tha
Us ny Municipal Committe ko phone kia,
“Mere ghar k samne gadha mara para hai uthwa len”
Jawab mila “wahin dafan kar do”
us aadmi ko ghusa to boht aaya per tahammul sy bola:
“G Main Dafan karny lga tha magar marhoom k bachon ko itlaa to krni thee naa.:-)
Ishq Ke Khayal Bahut Hai..ishq Ke Charche Bahut Hai...sochte Hai Ham B Karle Ishq..par Sunte Hai Ki Ishq Me Kharche Bahut Hai:relaxed::relaxed::relaxed:
बेटा घर पहुँचा तो बाप बेटे से, "बेटा तुम्हारी आँखें क्यों लाल हैं?"
बेटा: गर्लफ्रेंड छोड़ गयी तो रो रहा था।
बाप: चल झूठे, मुझे पता है तू "Kings XI Punjab" का मैच देखने गया था इसलिए रो रहा है।
एक बुढ़िया सिनेमा हाल में कोल्ड-ड्रिंक की बोतल लेके बैठी थी। कभी 15 मिनट में मुँह को लगाती, तो कभी 20 मिनट में।
यह देखकर पास बैठे सरदार को गुस्सा आ गया। उसने बुढ़िया से बोतल छीनी और पूरी एक घूट में पीकर बोला: ऐसे पीते हैं।
बुढ़िया: पर बेटा मैं तो पान थूक रही थी....;)
Har Ilzam Ka Haqdar Vo Hame
Bana Jati Hai, Har Khata Ki
Saza Vo Hume Bata Jaati Hai,
Hum Har Baar Khamosh Rah Jate
Hai, Kyonki Wo Har Baar Raksha
Bandhan Ka Darr Dikha Jaati Hai.
:P
SCIENCE kehta hai ki paani ubalne
se
kitanu mar
jate hai..
.
.
.
Par Science ko ye nahi pata ki
kitanu
ke marne ke baad unki
'Dead Bodies' To pani me hi reh
jati hai
.
.
.
.
.
.
Stupid Science
.
.
.
.
kasam se bachpan se genius hu...
Lekin kabhi Ghamand nahi kiya....
♥♥ нєяσ кi∂иαpєя ♥♥
If you Luk 4 Gud
U’ll find Gud
If U luk 4 Bad
U’ll find Bad
In Life U always find
What U look for
Only thing tht matter is
What U choose to “C”
By - nitesh