AURAT KE DIL MEIN,
Sirf Uske LOVER ya PATI Ke Liye Jagah Hoti Hai....
But
AADMI Ka DIL Itna BADA Hota Hai Ki,
Usmein-
DOST Ki LOVER
BIWI Ki SAHELI
SAHELI KI SAHELI
SAAMNE WALI
BAAJU WALI
UPAR WALI
NEECHE WALI
SAALI
BHAI Ki SAALI
BEHAN Ki NANAD
Or
Thodi Bahut BIWI Ke Liye Bhi Jagah Hoti Hai.....
SACH MEIN,
AADMI KA DIL BAHUT BADA HOTA HAI.....
Meri toh aankhe bhar aayi
So Respect all MEN..
बंता: भाई, बकरे की जिंदगी बढ़िया है। संता: वो कैसे? बंता: अरे, एक बार कट गया और किस्सा खत्म। संता: क्या हुआ, भाभी वापस आ गयी क्या?:relaxed::relaxed::relaxed:
जब गब्बर पैदा हुआ तो उसकी मम्मा ने उसे 3 थप्पड़ लगाए.
गब्बर के पिता: क्या बात हो गई?
गब्बर की मां: कमबख्त पैदा होते ही पूछ रहा था कि कितने आदमी थे…
बिहार के गाँवों में आज भी फिल्म
का प्रचार ट्रकों से किया जाता है।
एक दिन कुछ ऐसी घोषणा हुई:
फिल्म का नाम: बड़े घर
की बहुरानी।
"बड़े घर
की बहुरानी का मज़ा लीजिये, दिन
में पांच बार, 9 से 12, 12 से 3, 3 से
6, 6 से 9 और रात 9 से 12।"
ऊपर के 60 रूपए, नीचे के 30 रूपए।
Kehte hain: Car mein aagay wali seat
par baccho ki vajah se HAADSE hote hain;
Or peeche wali seat par
HADSON KI WAJA se bacche hote hain..
So, plz. Avoid CAR..
Its true
Bhikhari: Koi puch raha tha meri
kamai ke bare mein lekin main chup
raha.
Dusara Bikhari: Kyo?
.
.
.
.
.
.
.
Pehla: Muje shak tha ki wo income
tax wala hai.
Ek chor Sardar jee k mobile ko lekar bhar raha
tha.
Sardar hasne laga
Banta : Wo tumhare mobile ko lekar bhag
raha hai aur tum hans rahe ho.
Sardar : Bhagne do, charger to mere paas
hai!
Ek Tooti Prem Kahani
Fark Sirf Itna Sa Hai
.
Uski Barat Gayi,
Iski Mayat Uthi.
Phool Us Par Bhi The,
Phool Is Par Bhi The.
Mehfil Waha Bhi Thi,
Log Yaha Bhi The.
Wo Doli Pe Thi,
Yeh Janaze Pe Tha.
Unka Hasna Waha,
Inka Rona Yaha.
Saheliya Uski Bhi Thi,
Dost Iske Bhi The.
Qazi Udhar Bhi The,
Molvi Idar Bhi The.
Wo Saj K Gayi,
Ise Sajaya Gaya.
Wo Uth K Gayi,
Ise Uthaya Gaya.
Fark Sirf Itna Sa Hai,
Use Apnaya Gaya Aur Ise Dafnaya Gaya..
Boy: BUS aur LADKI
aik jaisi hoti hain,
1 jaati hai to doosri aa jati hai.
Girl: RAKSHAY aur LAdKAY
ek jaisay hotay hain,
1 ko bulao 4 chale aate hain….
Right
Que-ladkiya Apna Dupatta
Ladke Ke Samne Aane Ke Baad Hi
Kyon Theek Karti Hail...?
Ans...%-}
Lutere Ko Dekh Kar Hi
Dault Ki Hifazat Ka Khayal Aata Hain.