Teri Aankhon Me Main Kho Nahin
Sakta, Tere Kaandhe Pe Main So
Nahin Sakta Hain To Bahut
Aansu Meri Aankhon Me Par Tere
Samne To Main Ro Bhi Nahin Sakta.
Na Jaane Kis Shaks Ka Intezaar Hume Aaj Bhi
Hai....
Sukoon To Bahot Hai Par Dil Bekarar Aaj Bhi
Hai...
Tumne Hume Nafraton K Siva Kuch Nahi Diya
Lekin...
Hume Tumhari Nafraton Se Pyar Aaj Bhi Hai...!
Tring...Tring
Tring...Tring.
Santa: Hello kon bol raha hai?
Other side: Ji, main bol raha hon.
Santa: oye ye to kamal ho gia,
idhar se bhi main hi bol raha hon.
Hum Aise Aashik Hain Jo Gulab:rose: KoKamal Bana Denge, Uski Har Adaa Par Ghazal BanaDenge, Agar Wo Aa Jayegi Meri ZindagiMe, To Lalu Ki Kasam Bihar Me BhiTajmahal :hotel:Bana Denge.
Ramlila Se Hanuman Tha Farar... Rol Kiya Ek Sardar Ne.... Sardar Tha Bada Kamal... 6alang Mar Ke Bola.... Jo Bole So Niha|... Sita Darling Chalo Sasural....P:D:relaxed::relaxed::relaxed:
ab Yaad Uski Aaye, Tou Aa Jate Hain Aansoo,
Main Kaise Keh Doon, Aankh Main Barsaat Nahi Hai ... !!!
Sookhay Hoowe Kuchh Phool Hain, Aur Ashq Hain Taza,
Kuchh Aur Mere Pass Ab, Soughaat Nahi Hai ... !!!!
Waaqif Hain Mere Dard Se, Subha Ka Ujaalaa,
Laa-ilm Mere Gham Se, Meri Raat Nahi Hai ... !!!!!
Main Jis Ki, Mohabbat Main Yun, Be-Haal Huwa Hoon,
Wo Hans Ke, Yeh Kehta Hai, Koi Baat Nahi Hai ... !!!!!!
Heart
Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga? :D
एग्जाम देते हुए…
लड़का लड़की से: तीसरा सवाल बताओ ना
लड़की: नही आता
लड़का: 5th का उत्तर बता दो
लड़की: नही पता
लड़का: 10,11,12 का
लड़की: वो भी नही आता
लड़का:
अगर तेरे 80% आये तो क्राइम पेट्रोल में तेरे
मर्डर का एपिसोड जरूर आएगा…!!!
पति: मैं तुम्हारी रोज-रोज की फरमाईशों से तंग आ गया हूँ. दिल करता है खुदकुशी कर लूं.
पत्नी: ठीक है ठीक है.. लेकिन उससे पहले मुझे दो-चार सफ़ेद सूट जरूर दिला देना!!
ये देखना दिलचस्प होगा की आज 18 साल पुरे, करने वाला Google जब 21 साल का होगा तब, अपने लिए दुल्हन Search करने क्या, Jeevansathi Dot Com पे जायेगा.. :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
Jyotish engineering student
ka haath dekhkar bola
“Beta tum bahut padhoge”
.
.
. .
.
.
.
.
. .
Ladka : Saale padh to mein 4
saal se raha hu,
ye bata paas kab hounga??