Santa Ek Din Bijli Ki DukaanMein:
Do Fan Dena Ek Ladies Aur Ek Gents.
Dukaan Wala: Fans Mein Ladies Aur Gents Nahi Hota Yar!
Santa: Kyon Nahi Hota Ji
Ek Bajaj Ka De Aur Ek Usha Ka
हे भगवान...
मैं जिंदगी की छोटी छोटी
परेशानियों से थक गया हूँ...
तुम्हे अगर मुझे परेशानियाँ देनी ही हैं
तो बड़ी बड़ी परेशानियाँ दो,
..जैसे :
¤ मैं अरबो रुपये किस बैक में रखुं.??
¤ शापिंग करने किस देश में जाऊं.??
¤ अपना जेट प्लेन कहाँ पर पार्क करुं.??
कामवाली : मैडम अब तो साहब की
तन्ख्वाह बढ़ गई है। मेरे भी पैसे बढ़ा दो न।
मैडम : तुम्हें कैसे पता कि उनकी सैलरी बढ़ गई।
कामवाली : अरे साहब आज ही एक किलो
प्याज लेकर आए हैं न।
Har Ilzam Ka Haqdar Vo Hame
Bana Jati Hai, Har Khata Ki
Saza Vo Hume Bata Jaati Hai,
Hum Har Baar Khamosh Rah Jate
Hai, Kyonki Wo Har Baar Raksha
Bandhan Ka Darr Dikha Jaati Hai.
8 Common lines after getting drunk..
1. tu mera bhai hai..
.
2. Gaadi main chalauga..
.
3. Mai teri Dil se izzat kartha hu!
.
4. Aaj chad nahi rhi hai yaar!
.
5. Ye mat samajh ki mai pee kar bol raha hu! :p
.
6. 1 Chota sa peg aur ho jaye!
.
7. Tu bol bhaI kya chahiye, tere liye jaan Hazir hai!
.
.
.
The best one
8. Kal se daru Band...:p >:O :D
Husband & Wife dono market gaye
to Ek Ladki neHELLO kiya...
.
.
.
Wife:" kaun thi wo ??
.
.
.
.
.
.
.
Husband:" Tum plz dimag kharab
mat karo,
.
.
.
abhi usko bhi batana hai ki tum
kaun ho ??
Na zindagi mili na wafa mili,
Na jaane har khushi hamse khafa mili,
Jhoothi muskaan liye apne gham chhupaate hain,
Sachchi mohabbat karne ki bhi kya khoob saza mili.
arj kiya h!!
gulabo se khusbu aate h
gulabo se khusbu aate h,
magar tumhare ander se badbu aate h,
gujarish h tumse k humare ghar aa jana sare machar makhi mar jayege fir bad me hum aapko gulab ka perfume de jayege...