Ladkiyo Ki Jeans Mein (Chain) Kyun Hoti Hai..
Jab Ki Uska Koi Use Nahi Hota?
Reply Must Agar Nahi Pata To
Is Sms Ko Aag Ki Tarah Faila Do,
Mujhe Jawab Chahiye..??
Friends
Up के छात्र - साहब बिजली:zap: नही आती इसलिये पढाई नही हो पा रही Mulayam Singh - मैं कुछ इंतज़ाम करता हूँ छात्र - बिजली :zap:का ? Mulayam- नही डिग्री का :star::star::star::star::star:
hindi film ki ak baat mujha samajh ma nahi aata
ki ak akala hero jangle ma jata aurphir gana gata par mujha sa samajh nahi aaya ki bansuri vala,dhol vala kha sa aaya
Hello Dosto..
Niyam Anusar Kabhi Bhi Lagatar
30 Dino Tak Apni Sim Se Sms
Nhi Kroge To Apki Sim Ki Sewaien
Radd Kar Di Jayegi. Sms Karne
Wale Grahako K Liye Ye Manya Nahi.
Boyfriend to Girlfriend :
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ki,
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ki
"Jab tu 100 pm baje so jaati hai,
toh tera whatsapp last seen at 30 am kyu dikhata hai". ???
Ek Student Ko Apni Life Mein,
Khud Par Sabse Zyada Proud Kab
Hota Hai ?
.
.
Jab Usko Exam Mein Kuch Na Aata
Ho,
.
Aur
Pichhe Se Teacher Aake
Kahe,
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
Copy Chhupa Lo Pichhe Wala
Dekh Raha Hai....
..
Kasam se Seena Kushi se Chauda Ho
Jaata Hai......
Kafi Din Baad Girl-Friend Aur Boy-Friend Mile To Girlfriend Ne Bade Pyaar Se Bola
Girlfriend: “Jaanu, Main Aapki Yaad Mein Aapke Letters Ke Stamp Tickets Ko Kiss Karti Hoon Kyunki Unhe Aapke Lips Ne Chhua Hoga”
Boyfriend Hairani Se Bola: “Par Main To Unhe Apne Kutte Ki Naak Se Gila Kar Ke Chipkata Tha“
Sacha dost wo hai jo apki ankhaon main pahla ansou daikh ley
dousra ansou ponch ley teesra ansou rok ley
aur chothey ansou per thapper lagaye aur kahey hun khul k ro ley
mujhe ek macher ne kata kyoki usme junnun tha mene khujlaya kyoki isme mujhe sukun tha fir bhi mene use chor diya kyoki uske rago me mera hi khun tha..
1 Bachche ne shivji se cycle mangi
use cycle nahi mili
usne mandir se ganesh murti churai aur 1 letter rakh diya
agar bachcha wapis chahiye to cycle le anaa.
Kahun Ke Kia Ho Tum....?" Mere Liye Meri Duniya Ho Tum,Cho K Jo Guzre Wo Hawa Ho Tum,Maine Jo Mangi Wo Dua Ho Tum,Kya maine Mehsos Wo Ehsas Ho Tum,Meri Nazar Ki Talash Ho Tum,Meri Zindagi Ka Qarar Ho Tum,Maine jo Chaha Wo Pyar Ho Tum,Mere Intizar Ki Rahat Ho Tum,Mere Dil Ki Chahat Ho Tum,Tum Ho Tu Duniya hai Meri,Kaise Kahun Ke Sirf Pyar Nahin,Meri JAAN:relaxed::relaxed::relaxed: ho Tum.
1 Aadmi Train Se Utar Ke Sardar Se Puchta Hai: Ye Kaun Sa Station Hai? Sardar Ne Socha Socha, Bahot Soocha Or Bola Railway Station Hai.:relaxed::relaxed::relaxed: