Teacher:Bade ho kar tum kya karoge?
Student: Ji shaadi.
Teacher: Mera matalab, kya banoge?
Student: Ji dulha.
Teacher: Are, mera matlab hai, kya hasil karoge?
Student: Ji DULHAN.
Santa:- Bhartiye Patniya Apne Pati Ko "AG" Kyon Kahti Hai? Banta:- Abe Mamu Bhartiye Patniya Bahut Bahut Hi Sabhya Hoti Hai. Wo Bhare Bazaar Me Apne Pati Ko "abe Gadhe" To Bol Nahi Sakti Hai. Is Liye Short Me bolti Hai....:relaxed::relaxed::relaxed:
Ek aadmi mandir main bol raha tha...
Hey Bhagwan....
Teri Kirpa
Teri Daya
Teri Shradha
Teri Aradhna
Teri Bhakti
Teri Archna
Teri Pooja
Teri Aarti
Teri Maya
Teri Geeta
Teri Vidhya
Teri Riddhi
Teri Siddhi
Teri Laxmi
Teri Karuna
Teri Meher
Teri Leela
Teri Mahima...
.
.
.
.
. ..
.
.
.
.
.
.
Or Meri ek bhi nai??
Marne Ke Baad Ek Hijda Narak Mein Gaya
Vahan Yamraj Ne Usko Rok Liya Aur Pucha
Yaamraj: “Chalo Hisaab Do Ki Duniya Mein Kya Kiya”
Hijda Gusse Mein: “Bhonsdi Ke Deke Kaya Bheja Thha Jo Hisab Mang Raha Hai“
Supper Minded Pappu !!! Pappu Bar Bar Apna Facebook Ka Password Bhool Jata Tha . . . Usne Socha Mein Facebook Ka Pasword kya Rakhu Jo Kabhi Na Bhoolu . .. Usne Password Rakha " INCORRECT" ... Ab Jab Bhi Wo Galat Password Enter karta Computer Usey Khud Bata Deta Ur Password Is " Incorrect " Pappu Rocked, Facebook Shocked ::relaxed::relaxed::relaxed:
ना दुआ माँगी ना कोई गुज़ारिश की, ना कोई फरियाद ना कोई नुमाइश की, जब भी झुका सर खुदा के आगे, ए जान बस आपकी खुशी की ख्वाइश की…:relaxed::relaxed::relaxed:
Teacher:" Bus K Driver Aur
Conductor Me Kya Fark Hai ??
.
.
.
.
.
.
Student:" Conductor Soya To
Kisika Ticket Nahi Katega.
Driver Soya To
Sabka Ticket Kat Jayega.
Part 1
Dosto Kayi Baar Esa Ho Jata Hai Ki Choti Choti Bedhayani Mein Muh Se Nikli Baatein Bahut Bada Double Meaning Matlab Bana Deti Hai.
Esa Hi Ek Case Hamare School Friend Raj Ke Sath Hua, Jab Vo Apni Girlfriend Ko Leke 1st Time Date Pe Gaya.
Bus Hume Hi Pata Hai Fir Us Bechare Ko Apni Girlfriend Ko Manane Mein 2 Din Lage Aur Kaisi Usko Samjhaya.