Pappu: Pichhle Hafte Meri Aur
Meri Girlfriend Ki Ladai Ho Gayi Thi
Aur Hum Alag Ho Gaye
Golu: Phir?
.
Pappu: Usne Mujhe ChidhaneKe Liye
Apne Naye Boyfriend Ke Sath Photo
Khinchva Ke Mujhe Bhej Di”
.
Golu: Ohh, Ye To Bahot Bura Kiya
Usne
.
Pappu: To Main Bhi Konsa Kam Hu,
Utha Ke Photo Uske Baap Ko Bhej Di
जब गब्बर पैदा हुआ तो उसकी मम्मा ने उसे 3 थप्पड़ लगाए.
गब्बर के पिता: क्या बात हो गई?
गब्बर की मां: कमबख्त पैदा होते ही पूछ रहा था कि कितने आदमी थे…
Ladka Aur Ladki Ek Auto Mein Bethe HueKahin Ja Rahe Thhe.
Ladke Ne Thodi Der Baad Ladki Se Puchha.
Ladka: “Mujhse Friendship Karogi?”
Ladki: “Mere Parents Allow Nahi Karte”
.
Ladka: “Haan Jaise Mere Baap Ne To Mujhe Akhil Bhartiya Ladki Patao Abhiyan Ka Chairman Bana Rakha Hai“
Ultimate Hit!!
Pappu ka interview: Batao wo kaun si Aurat hain jisko 1OO% pata hota hain ki uska Husband kaha hain?
Pappu ne apna khatarnak dimag lagaya or bola
.
.
.
.
"Vidhwa Aurat... :D
beta~mummy aapne mujhse juth kyu bola
mummy~kab
beta~tumne kha tha ki apki chhoti sister pari hai
mummy~ha wo pari hi hai
beta~to jab maine balkani se niche giraya to udi kyu nhi
Larka Larki K Baap Se:
Main Aap Ki Beti Ka Haath Mangne Aaya Hon.
Larki Ka Baap:
Kyun?
Larka:
Kyun K,
Ab Mere HAATH Thak Chukay Hain
Msg Kar Kar K …!B-)
Aasman Me Kali Ghata Chayi. Aaj Fir Principal Se Mar Khayi. Sab Kahte Hai Sudhar Ja. Par Kya Karu Maidam Aaj Fir Katrina Banke Aayi.:relaxed::relaxed::relaxed:
Dil Dharakta Hai Tujhe Dekhun To, Saans Bhi Meri Rukne Lagti Hai… Pyar Itna Hai Mere Dilmey Sanam, Rooh Bhi Meri Khinch Ne Lagti Hai…! Chain Milta Hai Jab Mei Dekhun Tujhe, Warna Ya Saans Rukne Lagti Hai…!!!