Aapko Miss Karna
Meri HOBBY,
Aapka Khyal Rakhna Meri JOB,
Aapko Khush Rakhna Mera SAPNA,
Apke Liye Dua Karna Meri DUTY,
&
Apko Tang Karna
Mera FARZ.
H Na..
Ishq wale ankho ki baat samajh lete
hai,
Sapno me mil jaye to mulakat samajh
lete hai,
rota to aasma bhi hai Pyaar ke liye,
par log use barsat samajh lete hai.
वो इंसान अपने जीवन में कुछ नहीं कर पाया जिसने ऑटो वाले को"बस भैया यहीं अगली गली में ही घर है" झूठ बोल कर 1 किलोमीटर ज्यादा नहीं दौड़ाया..:smile::smile::smile:
Pappu Ka Interview:
Batao Wo Kaun Si Aurat Hain
Jisko 100% Pata Hota Hain
Ki Uska Husband Kaha Hain ?
Pappu Ne Apna Khatarnak Dimag
Lagaya Or Bola Vidhwa Aurat.
Pappu Ne HAJAMAT Ki Dukan Kholi..
Ek aadmi SHAVE Karane Aya.
Pappu :- Muchh Rakhni Hai
Aadmi - Haan
Pappu (Mucch Kaat Ke) - Le Rakh Le, Jahan
Rakhni Hai.
Pappu Hospital Me 1 Nurse Se "I LOVE YOU" Tumne Mera Dil Chura Liya, Nurse (sharmakar):" Chal Jhuthe Dil Ko to Haath Bhi Nahi Lagaya.. . . . . Hamne To "KIDNEY" Churai Hai..:relaxed::relaxed::relaxed:
Agar Trains Ke Naam Indian Actress Ke Naam Pe Hoti To Khabrein Aisi Hoti:::.
>> Aaj Bipasha Overload Ho Kar Gayi Hai. .
>> Sonakshi Ke Neeche Aake Ek Aadmi Khatam.
>> Accident Mein Mallika Ki Pichhli Bogey Tabaah Ho Gayi Hai. .
>> Tez Raftaar Ki Wajah Se Kangana Patri Se Utar Gayi Hai.
>> Rakhi Pe Chadhne Waalo Ki Tadaad Mein Izaafa. .
>> Rani Chalte Chalte Band Ho Gayi. .
>> Vidya Ki Body Change Karne Ka Faisla. .
>> KATRINA PAR GAIR KANUNI DHANG SE CHADHE HUE 7 AADMI
"GIRAFTAAR
एक लङका सिगरेट पी रहा था।
तभी एक खुबसुरत लङकी वहाँ आई ओर बोली
लङकीः आप कितने सालो से सिगरेट पीते है??..
.लङकाः आठ साल से!
लङकीः अगर आप इतने पैसे बचाते तो वो सामने खङी स्काँर्पियो आपकी होती।...लङकाः आप सिगरेट पीती है!
लङकीः नही।
लङकाः तो आपके पास स्काँर्पियो है!
लङकीः नही!....
लङकाः तो तुँ ज्यादा ज्ञान मत बाँटा कर वो स्काँर्पियो मेरी ही है!!
ladki wahan se sharminda hoke chali gayi
aur fir
ladka b wahan se auto pakad k chala gaya
By Hareram
Ek bar engineering ke sabhi Professores ko
ek plane mein bithaya gaya.. Fir announce kiya gaya ki
“YE PLANE APKE STUDENTS NE BNAYA HAI” Sab profesrs utar gaye…
Par principal baithe rahe Logo ne pucha: Aapko Darr nahi lgta? Principle: Muje apne studnts par pura bharosa hai. Ye start hi nahi hoga!!
By: "V@ruN"
Professor In Hindi Class : "gaali Ki Paribhasha Batao.." . . Student: "atyadhik Krodh Aane Per Shaaririk Roop Se Hinsaa Na Kerte Huye, Maukhik Roop Se Ki Gayi Hinsaatmak Kaaryawaahi Ke Liye Chune Huye Shabdon Ka Samooh Jiske Uchchaaran Ke Pashchaat Mann Ko Aseem Shaanti Ka Anubhav Hota Hai, Use Hum Gaali Kehte Hai..!!' . . Professor: Aapke CHARAN Kahan Hain Prabhu..:relaxed::relaxed::relaxed: