Santa ke lips jale hue the
Banta: Kaise jale
Santa: Wife ko railway steation drop krne gaya tha.
Banta: To?
Santa: Khushi ke mare.
Train ke engine ko choom liya
K.k.
Funy poetery
woh tujey dour sey daikh kar apna dopata sanmbhal laiti hai
wah wah wah
main hairan houn wo itni dour sey b kanjer pahchan laiti hai
hun bol wah wah
दोस्त – तेरी बीवी ने तुझे घर से क्यों निकाला, पठान – साले तेरे कहने पर उसे चैन गिफ्ट की थी, इसीलिए निकाला। दोस्त – चांदी की थी क्या? पठान – नहीं साइकिल :bike:की।
ek ladka raste se ja raha tha to usko toilet laga tha ,usne raste ke pas me dekha ek sine board pe likha tha toilet -Rs-10.
Ladka toilet owner ko pucha 10 rupe qu dunga,to dokandar ne bola tum toilet use karogi to rupe to dena parega.
Ladke ne bola hum to toilet me hamara bekar chees dekar ate hain to qu rupe dunga.(md sahabuddin islam)
“Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saath
Ye bataya dosto ne ishq farmane ke baad
Is liye kamray ki ek ek cheez “check” karta hoon main
“Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad”
Take care
Vo Jate Hue Keh Gaye Ki Ab Toh Hum Sirf Tumhare Khwabo Me Hi Aayege... Koi Keh De Unse Jaake Ki Vo Wada Toh Nibhaye Hum Zindagi Bhar Ke Liye So Jayege..:relaxed::relaxed::relaxed:
Wife Bathroom Se Naha Ke Nikli To Santa Use Ghur Raha Tha! Wife Romantic Hokar: Kuch Karne Ka Irada Hai Kya? Santa 2 Thappad Maar Ke Bola: Mere Garm Pani Se Kyu Nahayi!!:relaxed::relaxed::relaxed:
Wife Pati ko Maar Rahi Thi
Padosi : Kyu maar rahi ho bechare pati ko ?
Patni : Koi bechara nahin hai, Inko call kiya to ek ladki boli
"Aap hamare jis grahak se sampark karna chahte ho, wo abhi vyast hai" kripaya kuch der bhaad call kare ...
Very Emotional Lines:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Maine ”Maa” Se Pucha, “KabTak Meri
Fikar Me is Tarah Raton ko jagti
Rahogi ??
.
.
.
“Maa” Ne Pyar se Mera Maatha Chooma
Aur Kaha: “Jab Tak tu Apni Dusri Maa se
Raat ko Phone pe Baat karna nahi
Chhodega…
..
Kamino…Maa Sab Janti Hai..
Son Came Late… Mom: Beta Kaha Gaya Tha..?? Beta: – Mom Movie Dekhne Gaya Tha. Mom: Beta Kaunsi..? . . . Beta: ‘MAA KI MAMTA’ Mom: Ja Beta Upar Ja Nayi Film Lagi Hai. Beta: Maa , Kaunsi..? . . . . . Maa: BAAP KA KEHAR. :-D :-D:relaxed::relaxed::relaxed:
Ek Sharabi Train Ki patri Par So Gaya,ek Aadmi Bola Train Ayegi To Mar Jayega uth ja,Sharabi: “Saale Abhi Aeroplane Upar Se Gaya,Kuch Nahi Hua To train hai hi kya Cheez.
Boy : Jan-e-man!
Totay howay dil se pyaar karogi
ya
dil tootnay tak pyaar karogi?
Girl : Kameenay!
Tuti hoi chappal say pitay ga
ya
chappal tootnay tak pitega.