Girl To Boy: Hum Bahut Badnaam Ho Chuke Hai, To Hume Shaadi Kar Leni Chahiye. Boy: Lekin Itni Badnaami Ke Baad Hume Shaadi Karega Kon.?:relaxed::relaxed::relaxed:
जरूरत से ज्यादा सुंदर लड़की ,
अगर गर्लफ्रेंड बन जाए तो
बंदे का प्रति सप्ताह पौने तीन किलो
वजन तो इस चिंता में घट जाता है
कि,
कहीं कोई दूजा उसे उड़ा ना ले जाए!
Wo Almari Hi Kya Jisme Racknahi.. . Wah-wah . Wo Almari Hi Kya Jisme Racknahi.. . Wah-wah . Aur Wo Engginering Hi Kya Jisme Back Nhi..!! Djsumit:relaxed::relaxed::relaxed:
Pappu ne "Live Radio Station" call ki :
Hello.. ji ye Radio station hai ?
RJ: ji Haan
Pappu: Meri awaaz pura shehar sun raha hai ?
R.J: Haan
Pappu: Yani ghar mein jo meri behan Radio sunn rahi hai.. wo Bhi sun rahi hogi..?
R.J (Ghusse me) : Haaan bai haan
Pappu: Hello Gullo! Agar meri aawaz sun rahi hai.. toh jaldi se Motor chala de...!
Main uper chhat par.. Bathroom mein huu aur Paani khatam ho gaya hai...!! :D
Ek baar Pappu nadi me nahane
gya . . .
fir achanak se wo pani me doobne
laga ,
tabhi use Ganesh ji bhagwan dikhe ..
Pappu ne kaha: bahgwan plz mujhe
bachao.
Par Ganesh ji dance karne lage ....
Pappu : bhagwan main doob rha
hoon
aur aap
dance kar rahe ho?
(Ganesh bhagwan b us din badi
masti
k mood me the )
Ganesh ji ne pappu se kaha:
Beta ganpati visharjan me tu bhi
bahut
naach rha tha :-Dinesh
Ultimate Hit!!
Pappu ka interview: Batao wo kaun si Aurat hain jisko 1OO% pata hota hain ki uska Husband kaha hain?
Pappu ne apna khatarnak dimag lagaya or bola
.
.
.
.
"Vidhwa Aurat... :D
Machchar Ne Mujhe Kata Ye Uska Junon Tha, Maine Jor Se Khujaya Ye Mera Sukun Tha Chah Kar Bhi Main Use Maar Na Saka Kyu Ke Uski Ragon Me Mera Khun Tha.