Do pal
.
Aaj wo mere satha auto me gae par pure raste meri or uski koi bat nahi hui wo mere hi pas thi par mere pas hi bolne ke liye kuchh nahi tha
Auto me ek pal es tha jab mene kuchh bolne ki kosis ki par chup hi reha gaya
.
Wo auto se chali gae or me apni zindgi ke es pal ko
Yaad kar ke apni zindgi ko kosta raha
Or akele me ja kar apne ap ko bolta raha
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
Sweet
Boy : I Love you..
Pehli Nazar mein Hi
Tumhara Aashiq Ban Gaya Hu.. Do
U Love me..?
Girl : Hmmmm Main Tumhe
Ek Sawal Puchti Hu
Agar Tum Jeet Gaye To Mai Tumhe
Jawab De Dungi....?
Lakda"Muskurata Hai Aur Chup
Chap Jaane Lagta Hai..
Girl : Kya Hua Jawab Nai
Chahiye..
Ladka : (Palat Kar Kehta Hai) Mujhe
Tumhara Pyar Chahiye.. Jeet mein
mila Hua Inaam Nahi......!!
A cute love story
Boy:Kya main tumhe pyara lagta hun?
Girl:Nai
Boy:Kya tum mere sath rehna chahti ho?
Girl:Nai
Boy:Agar main marr jaun to tum ro gi? Girl:Nai
Larka boht udas ho gya use boht dukh hua or wo
rone lga
Larki ne use apne kareeb kiya or kaha
Tum Pyare nai bohut Khubsurat ho
Main tumhare sath Rehna nai balki Jeena chahti hun
Agr tumhen kuch ho gya to mein Roun gi nai Marr
jaun gi
bcz i cant live without u........
'EK andhi ladki thi jise sabne thukraya...
siway uske dost ke, wo use bahut like karta tha...
ladki roz kehti thi agar me tumhedekh sakti
to tumhi se shadi karti 1din kisi ne
us ladki ko aankhen donate ki jab ladki ne
dost ko dekha to wo andha tha
dost ne pucha 'kya tum ab mujhse shadi karogi?
To ladki ne inkar kar diya...
ladka chupke se muskuraya, aur usko 1 letter
dekar uski life se chala gaya..
Usme likha tha.
"PLZ TAKE CARE OF MY EYES"
मौत के पास भी जाकर देखा है,
मैने भी दिल लगा कर देखा है!
चाँद को लोग दुर से देखते है,
मैने चाँद को पास बुला कार देखा है!
इश्क की किमत पुँछ लो मुझसे,
मैने घर तक लुटा कर देखा है!
प्यार तो भीख मेँ भी मिल जाता है,
मैने तो दामन को भी फैला कर देखा है!
एक शंक्स है जो भुलता नही मुझसे...
मैने सारी दुनियाँ को भुला कर देखा है...!OR!
DEDICATED TO ALL BOYS
..
..
..
Ladke Pagal Ho Jaatey
Hain Pyar Me,
Baki Kasar Puri Ho Jaati Hai
Intezaar Me.......
..
..
..
..
..
..
..
Magar Ye Dard Ladkiya
Nahi
Samjhti,
Wo Toh Panipuri Khati
Firti Hain
Bazaar Me..
.
.
Or LADKE Pade Rehte
Hain BEER BAR Me............. .!!!!
Ye 1 darawni kahani hai,
Kamjor dil wale ise na pade..!!
Barsat ki 1 raat me 1 budha aadmi hath me
1kitab bechne ke liye khda tha,
1 aadmi aaya aur
Usne vo kitab 3000/- mein kharid li
Budhe aadmi ne kitab de ke kaha:
Jab tk koi musibat na aye
Kitab ka LAST PAGE mat dekna.
Aadmi ne kitab puri pad li lekin
Dar ke karan last page nahi khola.
1 din usse raha nahi gaya
Aur last page khol ke dekh hi liya aur
Sadme se mar gya..
Last page par likha tha..
.
.
.
MRP-Rs 15/- only!
Lஜஜ" MERI GALTI "ஜஜ
हाँ हो गयी गलती मुझसे
मै जानता हुँ,
पर अब भी तुझे अपनी जान मानता हु,
एक आखरी मौका दे मुझे,
आज भी मै तुझे अपनी शान मानता हु,
सिर्फ साँसे ही तो बाकी है,
जब तेरी याद आती है,
याद मे तेरा साथ ये भी छोड जाती है,
गलती तो सबसे होती है,
गलती मुझसे भी हो गयी,
अब माफ भी कर दे मुझे,
क्यु दुर इतना हो गयी तु,
एक गलती के लिए क्यु साथ छोड गयी तु,
क्यु मुँह मोड गयी तु,
क्यु बे-निशान सा निशान छोड गयी तु......!
"BEST OF LUCK APNA KHAYAL
RAKHNA"ஜஜ
The 1st ever status on Emptiness :)
Chk it out..Hope u all will like it ♥
~Nrip~
Kuch To Baat Humse Ki Hoti
To Ye Zindagi Aisi Nhi Hoti
Kehte Ho K Umeed Thi Tumhe Humse
Sach Hai Ye To Iski Umar Itni Kam Nhi Hoti
Ek Baar Humse Shikayat Agar Karte Tum To
Hum Ne Khud Me Tabdiliya Bhi Ki Hoti
Yuh Jo Saare Rah Badnaam Kr Rhe Ho Hame
Ek Baar Mere Es Dil Ki Bhi Sun Li Hoti
Hum Ne Utara Tha Tumhe Apni Ruh Me Ae Sanam
Kaash Ye Baat Tmne Hamari Aankho Me Dekh Li Hoti.
1 LADKA or LADKi
ek Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The
Bad Qismati Se LADKA Mar
Gaya
Marne K Bad LADKE Ne
LADKI Se Kaha:
“Ek WADA Tha Tera Har
WADE K Piche
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Piche
Par Tu Hi BEWAFA Nikli
Ek Tu Hi Na Thi Mere
JANAZE K Pichy.
LADKI BOLI: “Ek WADA Tha
Mera Har WADE
K Peeche,
Me Milungi Tujhe Har Gali
Har Darwaze
K Piche,
Par Tune mud K Bhi Na
Dekha,
Ek Or JANAZA Tha, Tere
JANAZE K Piche..!
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥LoVe N-?♥♥
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Ek Rajkumar Ko Shraap Mila Tha
Ki Wo Ek Saal Me Ek Word Hi Bol
Skta Tha.
To Wo 3 Saal Tk Kuch Nhi Bola
Aur....
Wo 3 Saal Tak Intjaar Karta Rha.
keval...
Ek Rajkumari Ko
I Love You
Bolne K Lie.
.
Jb Usne Ye Word Bole To
Rajkumari Ne Kaha...
.
.
.
.
.
.
Mai Sun Nhi Paai Plz Repeat Kro.!!
==> A cute love story <==
Boy - kya main tumhe pyara lagta hu
Girl - nahi
Boy - kya tum mere saat rehna chahti ho
Girl - nahi
Boy - Augar main mrr gya to tum rougi
Girl - nahi
Ladka bahut udaas ho gya usey bahut dukh huaa aur wo rone laga
Ladki - ne usey apne kareeb kiya Aur kaha tum pyare nahi Balki bahut khubsurat ho
Main tumhare shaat rehna nahi balki jeena chahti hun
Agar tumhe kuch ho gya to main roungi nahi mrr jaungi..
1 Ladki Ko Anguthi Chahiye Thi,Lekin Uske Boyfriend Ne Use Anguthi KBadle Me 1 Teddy Bear Dia.Gusse Me Ladki Ne Us Teddy Bear KoRoad Pe Fek Dia.Boyfriend Teddy Bear Lene Road Pe GayaLekin Tabi Peche Se Ek Car Ne Use TakkarMaar Dia Or Wo Ladka Wahi Mar Gaya.Uske Antim Sanskar K Din Us LadkiNeTeddy Bear Ko Zoor Se Gale Lagaya OrTab Teddy Bear K Andar Laga Hua Machine Bola.Kya Aap Mujse Shadi Karoge,Anguthi Mere Pocket Me He.
Ek Budhe Aadmi Ne Socha Ki Meri
Biwi Ko Shayad Sun Na Kam Ho
Gaya Hai
So Check Karne Ke Liye Ek Din Uske
Piche Gaya Aur Bola
Buddha:"Janu, Kya Tum Mujhe Sun
RahiHo?"
Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Thoda Sa Aur Aage Gaya Aur Fir
Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Is Bar Bhi Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Bilkul Uske Kareeb Chala Gaya
Aur Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Budhi Chillate Hue: “bhootni Ke, Ye
Teesri Baar Haan Bol
Cute lOve stOry:
...Heart: I Love YOU;
...Eye: why?
Heart: bcoz my beats depends on the
Beauty yOu Watch....
...Eyes: I Love you tOo
Heart: Why?...
Eyes: bcoz when I watch beauty; you
give the feelings fOr it..!!!
Ek aadami tha usaki do betia thi dono betia jawan ho gayi ek betiki shadi mali se kar di dusari beti ki shadi kumhar se kar di. 2 sal baad pahali beti ke pass gaya aur pochha kaisi ho beti ?aur tumhe kya chahiye ?
Beti-papa aap bagawan se manaiye ki barsat ho taki fool khil sake.
Aadami dusari beti ke pass gaya aur pochha.
Kaisi ho beti ?aur tumhe kya chahiye .
Dusari beti -papa aap bhagawan se manaiye ki suraj uge taki bartan sukh sake .
Aadmi -hey bhagawan mai kya manau dhup ya barish.
Tum HaQeeQat Nahi Ho Hasrat Ho.
Jo M!Lay khuwab Main Wo DoLat Ho.
Main Tumaray Hi Dam Se Zinda Hon.
Mar Hi Jaon Jo Tum Se Fursat Ho.
Tum Ho khushbu k khuwabki khushbu.
Or Itnay Hi Be Muravat Ho.
kis Tarah Chor Dain Tumay Jana.
Tum Meri Zindgi ki Adat Ho.
kis Liye Dekhti Ho Aaina.
Tum To khud Se Bhi khoobsorat Ho.
Dastan khatam Honay WaliHai.
Tum Meri Aakhri Muhabbat Ho...
Ek Ladke Ki Girlfriend Ka Birthday Tha, Par Ladka Business Ke Silsiley Mein Shahar Se Bahar Tha.
Isliye Usne 24 Rose Order Kiye Apni Girlfriend Ko Bhejne Ke Liye,
Rose Ke Saath Usne Likha: “Dear, Main Tumhare Liye Utne Rose Bhej Raha Hun Jitne Saal Ki Tum Ho Gayi Ho”
Bhejte Hue Florist Ne Socha Ki Ye Aaj Ka Mera Sabse Achha Customer Hai,
Chalo Ise 10 Rose Free Mein De Deta Hoon, To Usne 24 Ki Jagah 34 Rose De Diye,
Aur Aaj Tak Ladka Nahi Samajh Paya Ki Uska Break-Up Kyu Hua.
Sweet Love Story:
A boy never does homework in class
to get punishment of bending… on his knees,
in front of her bench
just to see her for whole period?
Gets scoldings from his parents.
bcoz he reaches late everyday,
just to ensure that she has reached
home safely or not?
Skips his lunch
& pretends to be studying in the interval;
just to see her eating the food =)
Walks by foot to the home instead
of taking a bus;
just to save money to buy
chocolates for her..